Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Eid Mubarak
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Eid Mubarak - ईद मुबारक
eid ke roz dushman bhi, gale lag jaate hain
dushmani kitni bhi ho, sab eid pe bhul jaate hai

mubaarak eid mubaarak, hai jashne eid mubaarak
mubarak eid mubark, hai sabko eid mubaarak

hai jashan waala din ye, hai jashan waali raat

yaaro ki ho rahi hai, yaaro se mulakat

mubaarak eid mubaarak, hai jashne eid mubaarak
mubaarak eid mubaarak, hai sabko eid mubaarak

rehmate bazam main hai jalwa numa
aaj maujud hai mehfil main khuda
aaj maujud hai mehfil main khuda
har taraf raunake hai rehmat hai
jaane kiski hui maqbool dua, jaane kiski hui maqbool dua

raho khamosh par lekin zamaane ko sunaayi do
todo nafrat ki zanjire mohabbat ko rihaayi do
jaha bhi jo mile usko gale milkar badhaayi do

mubaarak eid mubaarak, hai jashne eid mubaarak
mubaarak eid mubaarak, hai sabko eid mubaarak
mubaarak eid mubaarak, hai jashne eid mubaarak
mubaarak eid mubaarak, hai sabko eid mubaarak

baat agar deed ki hai isse badhkar deed kya hogi

humari eid se badhkar, kisi ki eid kya hogi

mubaarak eid mubaarak, hai jashne eid mubarak
mubaarak eid mubaarak, hai sabko eid mubaarak

hai jashan waala din ye, hai jashan waali raat
hai jashan waala din ye, hai jashan waali raat
yaaro ki ho rahi hai, yaaro se mulakat

mubaarak eid mubaarak, hai jashne eid mubaarak
mubaarak eid mubaarak, hai sabko eid mubaarak
mubaarak eid mubaarak, hai jashne eid mubaarak
mubaarak eid mubaarak, hai sabko eid mubaarak
mubaarak eid mubaarak, hai jashne eid mubaarak
mubaarak eid mubaarak, hai sabko eid mubaarak
mubaarak eid mubaarak, hai jashne eid mubaarak
mubaarak eid mubaarak, hai sabko eid mubaarak
lyrics of song Eid Mubarak
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Daddy (2017)
Aishwarya Rajesh, Amar Bannerjee, Anand Ingle, Anupriya Goenka, Arjun Rampal, Farhan Akhtar, Mir Sarwar, Natasa Stankovic, Nishikant Kamat, Raj Arjun, Rajesh Shringarpure, Shruti Bapna, Usha NaikShabab Sabri, Tanvir Hussain, Alisha Chinai, Vijay Benedict, Wajid Khan, Ganesh ChandanshiveDanish Sabri, Anjaan, Prashant IngoleSajid Wajid, Olefonken, Bappi LahiriAshim AhluwaliaArjun RampalDaddy at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type