Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.33 - 6 votes
Suraiya, Mukesh
Video of this song from youtube
Lyrics of Ek Aas Ek Aasaraa Hai - एक आस एक आसरा है
ko: ek aas ek aasaraa hai tere shyaam kaa
aasaraa hai shyaam kaa
ek dip raah me jale tumhaare naam kaa
aasaraa hai shyaam kaa
teraa ye jahaan
yahaan meraa aur ko_i nahi
yahaan meraa aur ko_i nahi

su: tut gayi dor sabhi
ek aas baaki rahi
shyaam se milan ki
aa_o shyaam sundar
ab to shaam ho chali
jivan ki

more nain jhare
naino roye jaise ghataa saavan ki
aa_o shyaam sundar

sakhi rain ghire
dhire dhire rain ghire
din to jaise-taise kate
kaise kate ratiyaan
nid aaye kaise jab se base
akhiyan me akhiyaan
ko_i jaane naa jaane naa
mori baat ye lagan ki
aa_o shyaam sundar
lyrics of song Ek Aas Ek Aasaraa Hai
Comments on song "Ek Aas Ek Aasaraa Hai"
rumahale on Tuesday, April 23, 2013
Rich and meaningful lyrics by Shailendra, fine music by Roshan and
beautiful singing by Suraiya with all the feelings makes it a timeless
classic of golden era. Thank you.
Jagjit Singh Ishar on Friday, August 29, 2014
Rare Suraiyya-Roshan combo. The forgotten gem from that old melodious era.
Einstein Wallah on Wednesday, February 12, 2014
... and song reminds one of Aaj Sajan Mohe Ang Laga Le (Pyasa)
Einstein Wallah on Wednesday, February 12, 2014
lead in music sounds like that used in Rahe Na Rahe Hum
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Mashuqa (1953)
Mukesh, Suraiya, Durga Khote, Agha, Amirbai Karnataki, Kuldip KaurMukesh, Suraiya, Kishore Kumar, Meena KapoorQamar Jalalabadi, ShailendraRoshanShanti KumarChitrakar PricturesMashuqa at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type