Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.17 - 6 votes
Mithun Chakraborty
Video of this song from youtube
Lyrics of Ek Aas Liye - एक आश लियें
ek aas liye vishwas liye mera man mandir
ke nisha dhundhe
ek aas liye vishwas liye mera man mandir
ke nisha dhundhe
jise aas na ho jise aas na ho vishwas na ho
vo kya dhundhe kaha dhundhe
ek aas liye vishwas liye mera man mandir
ke nisha dhundhe

dharti se aasman tak manjilo ke silsile
vo kya kare jise manjil mil ke bhi na mile
yu hi hota hai jivan me rahta jo chhupa man me
mere sathi vo mil jata hai vo bina dhundhe
ek aas liye vishwas liye mera man mandir
ke nisha dhundhe

sapna ho jinme koi soti nahi hai vo aankhen
sathi adhure sapne meri bhi aankho me jhanke
har sukh se bura dukh hai dukh ka apna sukh hai
mere sathi sab kuch na mile yaha dhundhe
ek aas liye vishwas liye mera man mandir
ke nisha dhundhe

nit bhor ki ye lali deti samjhauta jindagi ka
jisne andhere kate hoga savera bhi usi ka
koi bhi to sahara de to jine ka ishara de to
mere sathi vahi manjil tu jaha dhundhe
ek aas liye vishwas liye mera man mandir
ke nisha dhundhe mera man mandir mera man mandir
lyrics of song Ek Aas Liye
Comments on song "Ek Aas Liye"
Ali Shaam on Sunday, September 20, 2015
LIFE is like a camera, focus on what's important, capture the good times,
develop from the negatives and if things don't work out, just take another
shot.
naazbd on Monday, March 17, 2014
simple i love this song . Thanks for uploading .
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Khwaab (1980)
Mithun Chakraborty, Ranjeeta, Naseruddin Shah, Yogita Bali, Ashok Kumar, Madan Puri, Sujit Kumar, AsraniMohammad Rafi, Hemlata, Suresh Wadkar, Jaspal SinghRavindra JainRavindra JainShakti SamantaShakti Samanta
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type