Video of this song from youtube
Advertisement
Ek Aisi Ghazal Hai - एक ऐसी गज़ल है
Lyrics of Ek Aisi Ghazal Hai - एक ऐसी गज़ल है
ek aisi gazal hai jisko alfaaj de na paya
ek aisi gazal hai jisko alfaaj de na paya
apni hi shayri ko aawaj de na paya
ek aisi gazal hai jisko alfaaj de na paya
chahat ke aasma ko chand ki jarurat
chahat ke aasma ko chand ki jarurat
mahbub ki tarah jo mujhko lage khubsurat
ab tak to use main naya ek andaaj de na paya
apni hi shayri ko aawaj de na paya
ek aisi gazal hai jisko alfaaj de na paya
mahfil to dhundti hai nagmo ki rawani
mahfil to dhundti hai nagmo ki rawani
kyo yaad duniya karegi bhule se meri kahani
dil ki tamannao ko koi saaj de na paya

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement