Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Ek Baar Dekha To
4.63 - 8 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Ek Baar Dekha To - एक बार देखा तो
ek baar dekha to, kho gaya karar
do baar dekha to, aankhe hui chaar
baar bar dekha to hansi
hansi to ladki fansi
ha aa ha aa ha aa
ek baar dekha to, kho gaya karar
do baar dekha to, aankhe hui chaar
baar bar dekha to hansa
hansa to ladka fansa
ha aa ha aa ha aa

hontho ne rishvat di, aankho ne davat di
baho ne tujhko bulaya, ha ha ha
kasturi laai hain, hirni khud aai hain
kyun na nishana lagaya, ha ha
sanyam ko chodo tum, rashmo ko tode ham
kar le tamnna ye puri
arman khil jaye, do pran mil jaye
mit jaye jismo ki duri
ha aa ha aa ha aa
ek baar dekha to, kho gaya karar
do baar dekha to, aankhe hui chaar
baar bar dekha to hansi
hansi to ladki fansi
ha aa ha aa ha aa

ha duniya se uaba hain, tujhme hi duba hain
chahat bhara dil hamara, ha ha ha
chhu ke javani ko, alladh mastani ko
pani bana hain angara, ha ha
tan sara bhiga hain, man fir bhi pyasa hain
ye pyar ki pyas kaisi
chahe bujhao tum, chahe dabao tum
ye aag vaisi ki vaisi
ha aa ha aa ha aa
ek baar dekha to, kho gaya karar
do baar dekha to, aankhe hui chaar
baar bar dekha to hansi
hansi to ladki fansi
ha aa ha aa ha aa
lyrics of song Ek Baar Dekha To
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Kaamyaab (1984)
Jeetendra, Shabana Azmi, Kader Khan, Rekha, Amjad Khan, Shakti Kapoor, Asrani, Satyen KappuKishore Kumar, Asha Bhosle, S.P.Balasubramaniam, Lata MangeshkarIndeevarBappi LahiriK Raghavendra RaoG A Seshagiri RaoKaamyaab at IMDB      Kaamyaab at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type