Video of this song from youtube
Advertisement
Ek Bar Tum Aana Phir Bhale Laut Jana - एक बार तुम आना फिर भले लौट जाना
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Ek Bar Tum Aana Phir Bhale Laut Jana - एक बार तुम आना फिर भले लौट जाना
ek baar tum aana phir bhale laut jana
mera bita huwa kal lana saagar ke kinare aana
wahi ret kaa ghar hai banana
o o o
ek baar tum aana phir bhale laut jana
mera bita huwa kal lana saagar ke kinare aana
wahi ret kaa ghar hai banana
o o o

chanda tha jaha wahi hai abhi, sitaro ki jhilmil wahi
chanda tha jaha wahi hai abhi, sitaro ki jhilmil wahi
jis mod pe hum mile the kabhi, woh mod abhi hai wahi
kajra lagana palake jhukana milana. tera sharmana
ek baar tum aana phir bhale laut jana
mera bita huwa kal lana saagar ke kinare aana

chaha jo yaha mila hai sabhi, haan tumko magar kho diya
chaha jo yaha mila hai sabhi, haan tumko magar kho diya
sapano kaa shehar ho apna hua, ek tu hi naa mera hua
mujhko manana khud ruth jana, dikhana tera itarana
ek baar tum aana phir bhale laut jana
mera bita huwa kal lana saagar ke kinare aana
wahi ret kaa ghar hai banana
o o o
lyrics of song Ek Bar Tum Aana Phir Bhale Laut Jana
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement