Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.20 - 10 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Ek Chai Ki Pyali Ek Chai Banane Wali - एक चाय की प्याली एक चाय बनाने वाली
ek chai ki pyali ek ek ek chai ki pyali
chai bnane wali ek ek ek chai ki pyali

na lambi bas jaisi hona ho kismat ki wo heti
na thigni is kadar koke meri malum ho beti
na lambi ho lambi ho na itni feti ho
ke rail ka fatak bhi sharmaye
na itni dubli ho ke haddi pasli tak najar aaye
na dubli ho na dubli ho

kayi khubio wali
tirchi tirchi tirchi najro wali
gori gori gori gori ho ya kali
aye do jaha ke wali mil jaye to fir
ek ek ek chai ki pyali
ek ek ek chai ki pyali

na ho bimar itni doctor rozana ghar aaye
na itni tandrusht ho khate khate mujhko kha jaye
na ho bimar wo na ho bimar wo
na itni kali ho ke dil mera kadwa masala ho
na gori is kadar ho ke jamana chahne wala ho
na gori ho na gori ho

nazo ki wo pali
tirchi tirchi tirchi najro wali
gori gori gori gori ho ya kali
aye do jaha ke wali mil jaye to fir
ek ek ek chai ki pyali
ek chai banane wali
ek ek ek chai ki pyali
lyrics of song Ek Chai Ki Pyali Ek Chai Banane Wali
Comments on song "Ek Chai Ki Pyali Ek Chai Banane Wali"
Niranjan Basnyat on Sunday, February 09, 2014
Rafi Sahab has 1000 rang (colours) We never knew this type of song also he
has sung. Can you give the details about the film etc. ? or it is a
non-film song. 
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Zamana Badal Gaya (1961)
Charlie, Chand Usmani, Naina, Iftekhar, Bhagwan, HelenAsha Bhosle, Mohammad Rafi, S BalbirH A Rahbar, Aziz KaisiIqbal QureshiJayant DesaiZamana Badal Gaya at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type