Video of this song from youtube
Ek Chand Badalo Me - इक चाँद बादलों में
SingerSumedha Karmahe, Udit Narayan
Music byOmkar Rana
LyricistDr. V.P. Singh
Actor
Category
MovieGuardians (2014)
Lyrics of Ek Chand Badalo Me - इक चाँद बादलों में
ik chand badalo me chup chup ke dekhta hai

mera chand kitna sundar
mera chand kitna sundar
aur kaisa dilruba hai
mera pyar hai zami par insa ya devta hai

usko samajh naa paun
usko samajh naa paun
sabse juda juda hai
alhad hai nazni hai pyaar se bhi pyaari
hoy alhad hai nazni hai pyaar se bhi pyaari
samjha saku na dil ko samjha saku na dil ko
janmo se ye fida hai

ham sath hi jiyenge ham sath hi marenge
ham sath hi jiyenge ham sath hi marenge
wada raha hamara wada raha hamara
apni yahi adaa hai

rahmo karam hai uska janmo se sath hai ham
ho rahmo karam hai uska janmo se sath hai ham
har janam me milenge har janam me milenge
dil ki yahi sada hai
o mera pyar hai zami par insa ya devta hai

aise hui deewani kuch hosh na pata hai
ho aise hui deewani kuch hosh na pata hai
sau sau janam ka apna sau sau janam ka apna
ke sath ya khuda hai

Comments on song "Ek Chand Badalo Me"
vishal gupta on Wednesday, July 09, 2014
kya baat hai total jalalpuriya
kya baat hai total jalalpuriya
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

Gud wrk...but music diretor name Onkar Minhas nt Omkar Rana