Video of this song from youtube
Ek Dil Hazar Gham - एक दिल हज़ार ग़म
thumb coming soon

4.63 - 16 votes
Singer Music by Lyricist Actor CategorySad Songs Movie
Lyrics of Ek Dil Hazar Gham - एक दिल हज़ार ग़म
ek dil hazaar gam
ek dil hazaar gam
kaise ji sakenge ham
kaise ji sakenge ham
ek dil hazaar gam

zindagi bichhad gayi
zindagi bichhad gayi
har khushi ujaad gayi
aankh ho chali hai nam
kaise ji sakenge ham
ek dil hazaar gam
kaise ji sakenge ham
kaise ji sakenge ham
ek dil hazaar gam

aasmaa badal gaya
zamee ka teer chal gaya
aasmaa badal gaya
zamee ka teer chal gaya
das rahe hai har sitam, har sitam
das rahe hai har sitam
kaise ji sakenge ham
kaise ji sakenge ham
ek dil hazaar gam
kaise ji sakenge ham
kaise ji sakenge ham
ek dil hazaar gam
ek dil hazaar gam
ek dil hazaar gam
lyrics of song Ek Dil Hazar Gham
Comments on song "Ek Dil Hazar Gham"
rumahale on Monday, March 18, 2013
Movie: Aag Ka Dariya (1953) Lyrics: Hasrat Jaipuri Music: Vinod Thank you
for the beautiful song.
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films