Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Ek Din Jhagda Ek Din Pyar
4.00 - 2 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Ek Din Jhagda Ek Din Pyar - एक दिन झगड़ा एक दिन प्यार
ek din jhagda ek din pyar
ek din jhagda ek din pyar
achha lagta hai
ek din jhagda ek din pyar
achha lagta hai
dil mein ha lab pe inkaar
dil mein ha lab pe inkaar
achha lagta hai

ek din jhagda ek din pyar
ek din jhagda ek din pyar
achha lagta hai
dil mein ha lab pe inkaar
dil mein ha lab pe inkaar
achha lagta hai
ek din jhagda ek din pyar

jab tak na ho puri
dil ki har baat adhuri hai
pyar mein jaane jana
thodi takrar jaruri hai

jab tak na ho puri
dil ki har baat adhuri hai
pyar mein jaane jana
thodi takrar jaruri hai
paas kabhi dur chale jaane mein
aaye maza ruthne manane mein
muskurake yaar ko rulane mein
aaye maza chhedne satane mein
gusse mein has ke ikraar
achha lagta hai
ek din jhagda ek din pyar
ek din jhagda ek din pyar
achha lagta hai
dil mein ha lab pe inkaar
dil mein ha lab pe inkaar
achha lagta hai
ek din jhagda ek din pyar

har pal saath rahe hum
do char din ki judaai ho
ho sada hangama
thodi si kabhi tanhai ho

har pal saath rahe hum
do char din ki judaai ho
ho sada hangama
thodi si kabhi tanhai ho
chaaha tujhe chand mulaakato mein
khoya raha main to teri baato mein
le ke tera haath mere haatho mein
soi kabhi jagi jawa raato mein
chori se chhupke didar
achha lagta hai
ek din jhagda ek din pyar
ek din jhagda ek din pyar
achha lagta hai
dil mein ha lab pe inkaar
o dil mein ha lab pe inkaar
achha lagta hai
ek din jhagda ek din pyar
ek din jhagda ek din pyar
lyrics of song Ek Din Jhagda Ek Din Pyar
Comments on song "Ek Din Jhagda Ek Din Pyar"
Anand Milind Fan Club on Tuesday, October 27, 2015
#EkDinJhagdaEkDinPyar #Platform #AjayDevgn #TiscaChopra #KumarSanu
#SadhanaSargam #AnandMilind #Sameer
vishvendra tanwar TIGHARIYA on Thursday, August 14, 2014
ek din ghagda ek din pyar song very nice By Arun Tanwar Moda
vishvendra tanwar TIGHARIYA on Thursday, August 14, 2014
platfrom ke song bhut acche hai very nice
vasantmali mali on Thursday, October 08, 2015
Ek Din Jhagda Ek Din Pyar Song from the
Hassan Gure on Tuesday, September 22, 2015
My favorite acting Ajay Davgan
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Platform (1993)
Ajay Devgn, Prithvi, Tisca Chopra, Nandini Singh, Mohnish Behl, Kiran Kumar, Paresh Rawal, Anjana Mumtaz, Mushtaq Khan, Gavin Packard, Surendra Pal, Aroon Bakshi, Dinesh Anand, Javed KhanAlka Yagnik, Aroon Bakshi, Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu, Sadhana Sargam, Udit NarayanSameerAnand Chitragupt, Milind ChitraguptDeepak PawarMukesh DuggalPlatform at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type