Video of this song from youtube
Advertisement
Ek Ek Pal Main Badle Zamana - एक एक पल मे बदले जमाना
SingerLata Mangeshkar
Music byChitragupt
LyricistRajinder Krishan
Actor
CategoryHappy Songs
MovieNaya Sansar (1959)
Lyrics of Ek Ek Pal Main Badle Zamana - एक एक पल मे बदले जमाना
ek ek pal me badle jamana
ek ek pal me badle jamana
aaj naya kal hoga purana hoga purana
ek ek pal me badle jamana
kal ki naar nadi ke paar
baat takat thi sajan ki
aankh me kajra hath me gajra
paav me jodi jhajhar ki
aaj lage ye bat batana ek batana
ek ek pal me badle jamana
ek ek pal me badle jamana
pyar ke badle ab to thikane
nayi sadi ke naye jamane
kahi pe hotal kahi picnic
kahi pe rock and roll ke gaane
bol naya naya tarana bol naya naya tarana
ek ek pal me badle jamana
ek ek pal me badle jamana
kal na jane is dharti se chand pe jake vaas kare
chand ke jhule me dilwale ulfat ka ikrar kare
kaisa hoga sama suhana
ek ek pal me badle jamana
ek ek pal me badle jamana
ek ek pal me badle jamana
aaj naya kal hoga purana hoga purana
ek ek pal me badle jamana
kal ki naar nadi ke paar
baat takat thi sajan ki
aankh me kajra hath me gajra
paav me jodi jhajhar ki
aaj lage ye bat batana ek batana
ek ek pal me badle jamana
ek ek pal me badle jamana
pyar ke badle ab to thikane
nayi sadi ke naye jamane
kahi pe hotal kahi picnic
kahi pe rock and roll ke gaane
bol naya naya tarana bol naya naya tarana
ek ek pal me badle jamana
ek ek pal me badle jamana
kal na jane is dharti se chand pe jake vaas kare
chand ke jhule me dilwale ulfat ka ikrar kare
kaisa hoga sama suhana
ek ek pal me badle jamana
ek ek pal me badle jamana
Comments on song "Ek Ek Pal Main Badle Zamana"
ajayuv on Monday, December 28, 2009
Dr Dubey ji thank you for the correction.
Dr Dubey ji thank you for the correction.
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement


audio not enough. pl add video to this nice song