Video of this song from youtube
Advertisement
Ek Hum Aur Dusre Tum - एक हम और दुसरे तुम
thumb coming soon

4.47 - 17 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Ek Hum Aur Dusre Tum - एक हम और दुसरे तुम
ho ho ho ho ho
ek hum aur dusre tum, tisra koi nahi
ek hum aur dusre tum, tisra koi nahi
yu kaho hum ek hain, aur dusra koi nahi
ek hum aur dusre tum, tisra koi nahi

dekh ke mukhda tumhara
kho gayi hai chandani
kho gayi hai chandani
rat ke aanchal me chhup kar
so gayi hai chandani
so gayi hai chandani
dekh ke mukhda tumhara
kho gayi hai chandani
kho gayi hai chandani
rat ke aanchal me chhup kar
so gayi hai chandani
so gayi hai chandani

pyar ki bato se
pyar ki bato se, uska wasta koi nahi
yu kaho hum ek hain, aur dusra koi nahi
ek hum aur dusre tum, tisra koi nahi

ho ho ho
chand kah dega jamane se
mile the hum yaha
mile the hum yaha
pyar karne wale dil dunia se
darte hai kaha
ho darte hai kaha
chand kah dega jamane se
mile the hum yaha
mile the hum yaha
pyar karne wale dil dunia se
darte hai kaha
ho darte hai kaha
pyar se badhke jamane me
bada koi nahi
yu kaho hum ek hain, aur dusra koi nahi
ek hum aur dusre tum, tisra koi nahi
ek hum aur dusre tum, tisra koi nahi
lyrics of song Ek Hum Aur Dusre Tum
Comments on song "Ek Hum Aur Dusre Tum"
Puneet Sharma on Thursday, April 05, 2012
first and last time kishore da sang for Raj Kapoor inthis movie... wat a
combination
Parag Sankla on Friday, February 12, 2010
@dilij1 Most welcome.
dilij1 on Thursday, February 11, 2010
A rare gem, great song, thanks for sharing.
Gopal Pillai on Monday, October 20, 2014
Geeta Dutt jahaan - Parag Sankla vahaan
ani neo on Tuesday, June 18, 2013
Great collection, thanks for uploading.
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement