Video of this song from youtube
Ek Muamma Hai Smajhne Ka - एक मुअम्मा है समझने का
SingerKishore Kumar
Music bySachin Dev Burman
LyricistFaani Badayuni
ActorRajesh Khanna, Hema Malini
CategoryMasti Bhare Geet
MoviePrem Nagar (1974)
Lyrics of Ek Muamma Hai Smajhne Ka - एक मुअम्मा है समझने का
ek muamma hai
ek muamma hai samjhne ka na samjhane ka
ek muamma hai samjhne ka na samjhane ka
jindagi kahe ko hai
jindagi kahe ko hai khwab hai diwane ka
ek muamma hai samjhne ka na samjhane ka
aur suniye mohtarma farmate hai
husn hai jaat meri ishq sifat hai meri
husn hai jaat meri ishq sifat hai meri
hu to mai haye
hu to mai shama magar besh hai parvane ka
hu to mai shama magar besh hai parvane ka
ek muamma hai samjhne ka na samjhane ka
ek muamma hai samjhne ka na samjhane ka
jindagi kahe ko hai
jindagi kahe ko hai khwab hai diwane ka
ek muamma hai samjhne ka na samjhane ka
aur suniye mohtarma farmate hai
husn hai jaat meri ishq sifat hai meri
husn hai jaat meri ishq sifat hai meri
hu to mai haye
hu to mai shama magar besh hai parvane ka
hu to mai shama magar besh hai parvane ka
Comments on song "Ek Muamma Hai Smajhne Ka"
drdindorkar1 on Thursday, August 04, 2011
Wah Kishorda aap ka jawab nahi.
Wah Kishorda aap ka jawab nahi.
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films


Hi...Thnx For Uploading..very rare one