Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.43 - 7 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Ek Nazar Me Dekh Le - एक नज़र में देख ले
ek najar me dekh le
kya dil ki haalat ho gayi
hum sambhalne bhi naa paaye
aur mohabbat ho gayi

aaye haay, oye hoye, aaye haay, hoye hoye
de dun tujhko dil ka najrana
ruk ja koi kar ke bahana
aaye haay, oye hoye, aaye haay, hoye hoye
de dun tujhko dil ka najrana
ruk ja koi kar ke bahana
seene me aag hai, bhigi bhigi aankh hai
mujhse tu dur hai ye bhi koi baat hai
de dun tujhko dil ka najrana
ruk ja koi kar ke bahana
de dun tujhko dil ka najrana
ruk ja koi kar ke bahana

raat jawa, dil ke jajbaat jawa
raat jawa, dil ke jajbaat jawa
fir mile ya na mile aise lamhaat jo
fir mile ya na mile aise lamhaat jo
sun le sanam, meri kasam
sun le sanam, meri kasam
raat ka afsana
de dun tujhko dil ka najrana
ruk ja koi kar ke bahana
de dun tujhko dil ka najrana
ruk ja koi kar ke bahana

jaan bhi le, mera imaan bhi le
jaan bhi le, mera imaan bhi le
dil ki ek baat magar aaj tu maan bhi le
dil ki ek baat magar aaj tu maan bhi le
tu bhi jawa, main bhi jawa
tu bhi jawa, main bhi jawa
baat samajh jana
de dun tujhko dil ka najrana
ruk ja koi kar ke bahana
de dun tujhko dil ka najrana
ruk ja koi kar ke bahana

seene me aag hai, bhigi bhigi aankh hai
mujhse tu dur hai ye bhi koi baat hai
de dun tujhko dil ka najrana
ruk ja koi kar ke bahana
de dun tujhko dil ka najrana
ruk ja koi kar ke bahana
lyrics of song Ek Nazar Me Dekh Le
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Haatim Tai (1990)
Jeetendra, Sangeeta Bijlani, Alok Nath, Raza Murad, Amrish Puri, Satish Shah, Panna, Sonu WaliaAlka Yagnik, Mohammed Aziz, Anuradha PaudwalLaxmikant, PyarelalBabubhai MistriRatan MohanHaatim Tai at IMDB      Haatim Tai at WikipediaHaatim Tai at YouTube     |    Haatim Tai at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type