Video of this song from youtube
Ek Panchi Ban Ke Mai Udhati Jau - एक पंछी बन के मैं उड़ती जाऊ
Lyrics of Ek Panchi Ban Ke Mai Udhati Jau - एक पंछी बन के मैं उड़ती जाऊ
ek panchi ban ke mai udati jau ek panchi ban ke mai udati jau
mast pawan ke sang lahrau o nil gagan ko chhu ke aau
ek panchi ban ke mai udati jau ek panchi ban ke mai udati jau

badra ki chhaiya me koi dekhe ye meri uddane
badra ki chhaiya me koi dekhe ye meri uddane
mere naino me sapne suhane
mera man aaj meri na mane na mane na mane
ek panchi ban ke mai udati jau ek panchi ban ke mai udati jau

chupke se chori se koi aayega nindiya churane
chupke se chori se koi aayega nindiya churane
mere balo pe kaliya sajane kon aayega koi na jane
na jane na jane ek panchi ban ke mai udati jau
ek panchi ban ke mai udati jau
mast pawan ke sang lahrau o nil gagan ko chhu ke aau
ek panchi ban ke mai udati jau ek panchi ban ke mai udati jau
lyrics of song Ek Panchi Ban Ke Mai Udhati Jau
Comments on song "Ek Panchi Ban Ke Mai Udhati Jau"
aartisingh1 on Monday, January 31, 2011
send me your e-mail address and I will mail it for you.

Thanks,
Angel Lotus on Monday, January 31, 2011
send me your e-mail address and I will mail it for you.

Thanks,
LadiiTri on Wednesday, June 17, 2009
I love this song! .. its been stuck in my head all day =]
Ryan Jhingree on Sunday, October 25, 2009
badman chune boyyyyyy! ready to break it down
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films