Video of this song from youtube
Ek Safar Hai Zindagi - एक सफ़र है जिंदगी
Lyrics of Ek Safar Hai Zindagi - एक सफ़र है जिंदगी
ek safar hai jindagi
ek safar hai jindagi
raahein iski aasa nahi
gam ke mausam aate jaaye
musafir rukte nahi
ek safar hai, ek safar hai
ek safar hai jindagi

aansuo ka pehra
aankho se hatta nahi
dard ka silsila ruke na kahin
kyu andhera dukho ka
chhata nahi
kya kaarva gamo ka rukega kahin
kya kaarva gamo ka rukega kahin
lyrics of song Ek Safar Hai Zindagi
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films