Video of this song from youtube
Lyrics of Ek Swarg Hai Aasman Par, Ek Sawarg Hai Dharti Par - एक स्वर्ग हैं आसमान पर, एक स्वर्ग हैं धरती पर
ek swarg hai aasman par ek swarg hai dharti par
ek swarg hai aasman par ek swarg hai dharti par
aasman ke swarg se sundar swarg ye hamara hai
waha jane kya hai kya nahi hai yaha ghar hamara hai
ek swarg hai aasman par ek swarg hai dharti par
aasman ke swarg se sundar swarg ye hamara hai
waha jane kya hai kya nahi hai yaha ghar hamara hai
ek swarg hai aasman par ek swarg hai dharti par

oo ho ye sari duniya kahti hai is ghar me amma rahti hai
is ghar me amma rahti hai mat samjho ek makan hai ye
devi ma ka vardan hai ye is bat ka sabko dhyan rahe
is dharti par unchi shan rahe
humko maa tera kahna jan se bhi pyara hai
waha jane kya hai kya nahi hai yaha ghar hamara hai
ek swarg hai aasman par ek swarg hai dharti par

meri aisi bahu aise bache sanjog hai mere kitne achhe
sanjog hai mere kitne achhe mai tu hum sabki mata hai
tujhe kon jada bhata hai is ghar ki shan hai tum sabse
meri jaan me jaan hai tum sabse
koi dil ka hai tukada koi aankh ka tara hai
waha jane kya hai kya nahi hai yaha ghar hamara hai
ek swarg hai aasman par ek swarg hai dharti par

sapno ke dip jalo aao pyar ki jyoti jagao
aisi hai ye pyar ki jyoti jo kabhi bhi kam na hoti
oo ho ye rat hai dipo wali mana hai aaj diwali
mata teri mamta ka ye sara ujiyara hai
waha jane kya hai kya nahi hai yaha ghar hamara hai
ek swarg hai aasman par ek swarg hai dharti par

ho din aaya bada ye rangila din aaya bada ye rangila
rang bikhar gaya nila pila ho mat chhed ha mat chhed
kayamat kar dugi teri ma se shikayat kar dugi
teri maa se shikayat kar dugi tohar ye logo holi ka
ya khel hai aankh micholi ka pakaduga mai pichhe doaduga
bhabhi tujhe rang ke chhod uga ankhiya kaha devar ji
kaha ye ishara hai ankhiya kaha hai devar ji kaha ye ishara hai
waha jane kya hai kya nahi hai yaha ghar hamara hai
ek swarg hai aasman par ek swarg hai dharti par
aasma ke swarg se sundar swarg ye hamara hai
waha jane kya hai kya nahi hai yaha ghar hamara hai
ek swarg hai aasman par ek swarg hai dharti par
ek swarg hai aasman par ek swarg hai dharti par
lyrics of song Ek Swarg Hai Aasman Par, Ek Sawarg Hai Dharti Par
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Amba (1990)
Anil Kapoor, Meenakshi Seshadri, Kiran Juneja, Shabana Azmi, Satish Shah, Dulari, Jay Mathur, Kanwaljeet Singh, Rajan Sippy, Sudhir Pandey, Mangal Dhillon, Sujit KumarKishore Kumar, Alka Yagnik, Sukhwinder Singh, Mohammed Aziz, Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Suresh Wadkar, Manhar UdhasAnand BakshiLaxmikant, PyarelalMohan KumarMohan KumarAmba at IMDB      Amba at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type