Video of this song from youtube
Ek Tamanna Jeewan Ki - एक तमन्ना जीवन की
screen shot of song - Ek Tamanna Jeewan Ki

4.17 - 23 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Ek Tamanna Jeewan Ki - एक तमन्ना जीवन की
ek tamanna jeewan ki
ek tamanna jeewan ki, main pyar tera hi pau
shadi tujhhi se ho meri, chahe shadi ke din mar jau

na tujhe janu na pahachanu, kyon tu gale padi hai
samajh ke mujhko apna deewana, ghere huye khadi hai

tera hi to tha ye kehna, tere bina mujhko nahi rehna
tera wada tera irada, tujhko yad dilau
shadi tujhhi se ho meri, chahe shadi ke din mar jau
shadi tujhhi se ho meri, chahe shadi ke din mar jau
ek tamanna jeewan ki
ek tamanna jeewan ki, main pyar tera hi pau
shadi tujhhi se ho meri, chahe shadi ke din mar jau
shadi tujhhi se ho meri, chahe shadi ke din mar jau

hamra dil jo tod diya to, ham ye bhi kar jaive
hame yad karega, teri chaukhat par mar jaive

jo bhula tha yad woh aaya, main hu wahi jo tune bataya
na ho dukhi o chandramukhi, tujhe chhod ke kahin na jau
shadi tujhhi se ho meri, chahe shadi ke din mar jau
shadi tujhhi se ho meri, chahe shadi ke din mar jau
ek tamanna jeewan ki
ek tamanna jeewan ki, main pyar tera hi pau
shadi tujhhi se ho meri, chahe shadi ke din mar jau
shadi tujhhi se ho meri, chahe shadi ke din mar jau

lyrics of song Ek Tamanna Jeewan Ki
Comments on song "Ek Tamanna Jeewan Ki"
misbahdkhan on Monday, July 05, 2010
nice song to listen several times.

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films