Video of this song from youtube
Lyrics of Ek Taraf Akeli Mohabbat Hai, Ek Taraf Ye Sara Jamana Hai - एक तरफ अकेली मोहब्बत है, एक तरफ ये सारा जमाना है
ek taraf akeli mohabbat hai, ek taraf ye sara jamana hai
aaj jane kya ho jana hai, aaj jane kya ho jana hai
ek taraf akeli mohabbat hai, ek taraf sara jamana hai
aaj jane kya ho jana hai, aaj jane kya ho jana hai

jor kitna bhala is jamane me hai
josh kitna bhala dil diwane me hai
jor kitna bhala is jamane me hai
josh kitna bhala dil diwane me hai
aaj ye aazmana hai
aaj jane kya ho jana hai, aaj jane kya ho jana hai

ab jo hota hai ho jaye kuch gum nahi
ab jo hota hai ho jaye kuch gum nahi
aaj yad tum nahi aaj yad hum nahi
pyar aisa diwana hai
aaj jane kya ho jana hai, aaj jane kya ho jana hai

hamne jab pyar karne ka wada kiya, wada kiya
hamne jab pyar karne ka wada kiya, wada kiya
sath jine ka marne ka wada kiya, wada kiya
ab ye wada nibhana hai
aaj jane kya ho jana hai, aaj jane kya ho jana hai
ek taraf akeli mohabbat hai, ek taraf ye sara zamana hai
aaj jane kya ho jana hai, aaj jane kya ho jana hai
aaj jane kya ho jana hai
lyrics of song Ek Taraf Akeli Mohabbat Hai, Ek Taraf Ye Sara Jamana Hai
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Mahaanta (1997)
Sanjay Dutt, Jeetendra, Madhuri Dixit, Shakti Kapoor, Amrish Puri, Mohsin Khan, Paresh Rawal, Saeed Jaffrey, Raza Murad, Poonam Dhillon, Kishore Bhanushali, Brij Gopal, Tej Sapru, SudhirAlka Yagnik, Amit Kumar, Mohammed Aziz, Kavita KrishnamurthyAnand BakshiLaxmikant Kudalkar, PyarelalAfzal KhanAyub KhanMahaanta at IMDB      Mahaanta at WikipediaMahaanta at YouTube     |    Mahaanta at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type