Video of this song from youtube
Average Rating : 4.00
Total Vote(s) : 3
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Ek Taraf Joru Ne Nikalaa Hai Diwala - एक तरफ जोरू ने निकाला है दिवाला
ek tarf mera ghar hai aur ek taraf sasural hai
lut gaya main duniyan valo mera bura haal hai
joru ne nikala hai diwala mere ghar ka
diwala mere ghar ka diwala mere ghar ka
suno bhai ban gaya hai malik mera sala mere ghar ka
ban gaya hai malik mera sala mere ghar ka
o joru ne nikala hai diwala mere ghar ka ghar ka mere ghar ka
ho joru ne nikala hai diwala mere ghar ka ghar ka mere ghar ka
ho joru ne aisi takdir jagi do gharo ke mel se
jale unki lalten vo bhi mere tel se
handiya mein bhi padata hai masala mere ghar ka
handiya mein bhi padata hai masala mere ghar ka
ban gaya hai malik mera sala mere ghar ka
ban gaya hai malik mera sala mere ghar ka

laai thi dahej mein tu puri bara thaliyan
tu puri bara thaliyan
le gai uthake sabaki sab hai meri saliyan
de do unko jake chabi tala mere ghar ka
ban gaya hai malik mera sala mere ghar ka
ban gaya hai malik mera sala mere ghar ka
ae sala sala sala kya kahata hai
sala tera kya le gaya
nikar baai ka photo mere ghar se utha ke le gaya
tune bhi to otha hai dushala mere ghar ka
are tune bhi to otha hai dushala mere ghar ka
khabardar mister jo tune meri bahan ko danta
khabardar mister jo tune meri bahan ko danta
pith pe mukka marunga main munh pe dunga chata
pith pe mukka marunga main munh pe dunga chata
are ladana hai to lad lo ji
lad lo ji lad lo ji lad lo ji
maar dala maar dala maar dala
bhai ko bachao ji bachao ji bachao ji
maar dala maar dala maar dala
bhai ko bachao ji bachao ji bachao ji

bachho butho noujavano meri madad ko aao ji
bachho butho noujavano meri madad ko aao ji
maar dala maar dala maar dala
bhai ko bachao ji bachao ji bachao ji
hosh mein aao duniyan ko tamasha kyun dikhate ho
apne ghar ka rona ro ke duniyan ko hansate ho
he jaao bhi jaao tu kya dekhate bin baat pe
he jaao bhi jaao tu kya dekhate bin baat pe
miya bibi aapas mein to lad rahe pyar se
miya bibi aapas mein to lad rahe pyar se
bandar ka tamasha nahi bhalu ka tamasha nahi
tum kahe ko dekhte ghotala mere ghar ka
are tum kahe ko dekhte ghotala mere ghar ka
dekho ji ab na gana joru ne nikala hai diwala
mere ghar ka ghar ka mere ghar ka
lyrics of song Ek Taraf Joru Ne Nikalaa Hai Diwala
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Madhur Milan (1955)
Nigar Sultana, Mahipal, Roopmala, Kesari F, Bhudo Advani, Madan PuriGeeta Dutt, Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Talat Mahmood, Mohammed Rafi, Shamshad BegumJan Nisar Akhtar, S.H. Bihari, Farooq Qaiser, Shyam Hindi, Nigar, D.N. Madhok, Raja Mehdi Ali KhanBulo C RaniK G PunjwaniMadhur Milan at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type