Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon

Video of this song from youtube
Average Rating : 4.00
Total Vote(s) : 3
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Ek Waadaa Hai Kisi Kaa Jo Wafaa Hotaa Nahin - एक वादा हैं किसी का जो वफ़ा होता नहीं
ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi
ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi
warna in taaro bhari raato me kya hota nahi
ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi

ji me aata hai ulat de unke chehare se naqab
ji me aata hai ulat de unke chehare se naqab
hausala karte hai lekin hausala hota nahi
warna in taaro bhari raato me kya hota nahi
ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi

shama jiski aabaru par jaan de de jhum kar
shama jiski aabaru par jaan de de jhum kar
wo patanga jal to jata hai fana hota nahi
warna in taaro bhari raato me kya hota nahi
ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi

ek muddat se rah-o-rasme nazara band hai
ek muddat se rah-o-rasme nazara band hai
ab to unka tur par bhi samana hota nahi
warna in taaro bhari raato me kya hota nahi
ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi
lyrics of song Ek Waadaa Hai Kisi Kaa Jo Wafaa Hotaa Nahin
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Parchhaiyan (Ghulam Ali) (1997)
Ghulam AliNazeer Qaisar, Saghar Siddiqui, Ameer Minai , Hasrat Mohani, Ahmed Nadeem Qasmil, Mohsin NaqviGhulam Ali
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type