Video of this song from youtube
Falsafa Mera Falsafa, Fursat Me Nahi Rehtaa - फलसफा मेरा फलसफा, फुरसत में नही रहता
Lyrics of Falsafa Mera Falsafa, Fursat Me Nahi Rehtaa - फलसफा मेरा फलसफा, फुरसत में नही रहता
fursat me nahi rehta dil mera
harpal ye bas karta iltaza
fursat me nahi rehta dil mera
harpal ye bas karta iltaza
rahun tera main sada, ho tujh pe haq mera
khatm hona ye ada, dil ki hain ye raza
falsafa mera falsafa, falsafa yahi falsafa
falsafa mera falsafa, falsafa yahi falsafa
fursat me nahi rehta dil mera
harpal ye bas karta iltaza
rahun teri main sada, ho tujh pe haq mera
khatm hona ye ada, dil ki hain ye raza
falsafa mera falsafa, falsafa yahi falsafa
falsafa mera falsafa, falsafa yahi falsafa

khud ko bhula ke, tujhko hi yad karun
uss rab se itani, itani fariyad karun
khud ko bhula ke, tujhko hi yad karun
uss rab se itani, itani fariyad karun
ghum ho gayi hun main, ghum ho gayi hun main
mill na rahi hun main, ghum ho gayi hun main
rahun tera main sada, ho tujh pe haq mera
khatm hona ye ada, dil ki hain ye raza
falsafa mera falsafa, falsafa yahi falsafa
falsafa mera falsafa, falsafa yahi falsafa

paake main tujhko, khudko aabad karun
ulfat khuda ho, kaise khayat karun
paake main tujhko, khudko aabad karun
ulfat khuda ho, kaise khayat karun
ghum ho gaya hun main, ghum ho gaya hun main
mill na raha hun main, ghum ho gaya hun main
rahun teri main sada, ho tujh pe haq mera
khatm hona ye ada, dil ki hain ye raza
falsafa mera falsafa, falsafa yahi falsafa
falsafa mera falsafa, falsafa yahi falsafa
lyrics of song Falsafa Mera Falsafa, Fursat Me Nahi Rehtaa
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films