Video of this song from youtube
Average Rating : 3.00
Total Vote(s) : 1
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Fann Ban Gayi (Remix)
yo.. yoban lugai ka bees ya tees,
aur bael chaley nou saal,
mard aur ghora,
are.. mard aur ghora kadey na ho burha
je milta rawe bako maal

ye jo chewing-gum chababe tu,
dil ka kingdom chalave tu,
ye jo goggle lagabe tu,
maine ghano lubhabe tu,
ki tere siva saare jag ki main..
ki tere siva saare jag ki main..
ki tere siva saare jag ki main van ban gayi

oye.. ki main to teri fann ban gayi haye
ki main to teri fann ban gayi.. oye
ki main to teri fann ban gayi.. shoniya
chore main to teri faaaaannnnnnnnn.... ban gayi re

kaise main bhaya taine,
itna bata de maine,
baawri raag se mujhko,
are mom ki baati aur dan ban gayi

ki main to teri fann ban gayi haye
ki main to teri fann ban gayi.. oye
ki main to teri fann ban gayi.. shoniya
chore main to teri faaaaannnnnnnnn.... ban gayi re

chalke chalke ras ka kuan,
jo bhi aawe pee jave,
koi jala hi daale re khado,
doobi hosh bhi lootiare,

roop tharo rang tharo saikda main aaye
ghas kha ke gire chore aang aang de
roop tharo rang tharo saikda main aaye
ghas kha ke gire chore aang aang de..
are.. desi daru champagne ban gayi

ki main to teri fann ban gayi haye
ki main to teri fann ban gayi.. oye
ki main to teri fann ban gayi.. shoniya
chore main to teri faaaaannnnnnnnn.........

hontho pe hariyali chaye,
haule se jo tu muskaye,
sone mein mil jaye suhaga,
shona yaar jo itraye,

asi gali ke ghagre mein ghume mann ka gher
zara palat ke dekh le tu hum bhi dil ke sher
asi gali ke ghagre mein ghume mann ka gher
zara palat ke dekh le tu hum bhi dil ke sher
ye to pal mein one two se ten ban gayi

ki main to teri fann ban gayi haye
ki main to teri fann ban gayi.. oye
ki main to teri fann ban gayi.. shoniya
ki main to teri fann ban gayi hoye
ki main to teri fann ban gayi.. haan
chore main to teri faaa.....aannnnnnnnn......... ban gayi
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Tere Naal Love Ho Gaya (2012)
Riteish Deshmukh, Genelia Dsouza, Om Puri, Tinu Anand, Smita Jaykar, Veena Malik, Kartar Cheema, Chitrashi Rawat, Naveen Prabhakar, Diljit Dosanjh, Rana Jung Bahadur, Gurmeet Sajan, Rana RanbirAtif Aslam, Shreya Ghoshal, Mohit Chauhan, Diljit Dosanjh, Priya Panchal, Monali Thakur, Sunidhi Chauhan, Kailash KherPriya Panchal, Mayur PuriSachin, JigarMandeep KumarKumar S TauraniTere Naal Love Ho Gaya at IMDB      Tere Naal Love Ho Gaya at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type