Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Gaadi Bulaa Rahi Hai Siti Bajaa Rahi Hai
4.36 - 298 votes
DharmendraFilmfare Awards Nominee
Video of this song from youtube
Lyrics of Gaadi Bulaa Rahi Hai Siti Bajaa Rahi Hai - गाड़ी बुला रही है, सीटी बजा रही है
gadi bula rahi hai, siti baja rahi hai
gadi bula rahi hai, siti baja rahi hai
chalnaa hi zindagi hai, chalti hi jaa rahi hai
gadi bula rahi hai, siti baja rahi hai

dekho vo rel, bachcho ka khel, sikho sabak javano
dekho vo rel, bachcho ka khel, sikho sabak javano
sar pe hai bojh, sine me aag, lab par dhuan hai jaano
phir bhi ye gaa rahi hai, nagme suna rahi hai
gadi bula rahi hai, siti baja rahi hai

aage tufan, pichhe barsaat, upar gagan me bijali
aage tufan, pichhe barsaat, upar gagan me bijali
soche na baat, din ho ke raat, signal huaa ke nikali
dekho vo aa rahi hai, dekho vo jaa rahi hai
gadi bula rahi hai, siti baja rahi hai

aate hai log, jaate hai log, paani ke jaise rele
aate hai log, jaate hai log, paani ke jaise rele
jane ke baad, aate hai yad, guzare hue vo mele
yade bana rahi hai, yade mita rahi hai
gadi bula rahi hai, siti baja rahi hai
gadi bula rahi hai, siti baja rahi hai

gadi ko dekh, kaisi hai nek, achchhaa bura na dekhe
gadi ko dekh, kaisi hai nek, achchhaa bura na dekhe
sab hai savaar, dushman ke yaar, sabko chali ye leke
jina sikha rahi hai, marna sikha rahi hai
gadi bula rahi hai, siti baja rahi hai

gadi kaa naam, naa kar badnaam, patari pe rakh ke sar ko
gadi kaa naam, naa kar badnaam, patari pe rakh ke sar ko
himmat na haar, kar itazaar, aa laut jaae ghar ko
ye raat jaa rahi hai, vo subah aa rahi hai
gadi bula rahi hai, siti baja rahi hai

sun ye paigaam, ye hai sangraam, jivan nahi hai sapnaa
dariyaa ko faand, pavart ko chir, kaam hai ye uskaa apnaa
ninde udaa rahi hai, jaago jaga rahi hai
gadi bula rahi hai, siti baja rahi hai
chalnaa hi zindagi hai, chalti hi jaa rahi hai
gadi bula rahi hai, siti baja rahi hai
lyrics of song Gaadi Bulaa Rahi Hai Siti Bajaa Rahi Hai
Comments on song "Gaadi Bulaa Rahi Hai Siti Bajaa Rahi Hai"
Voltairec on Friday, July 16, 2010
I said somewhere esle that a million Bachans cannot equal one garam Dharam!
Freakingly handsome and an outstanding actor...watch his
Anupama/Satyakam/Chupke Chupke just for a sample. Kishore has literally
breathed life, vim, vigor into this song.his voice resonates with all
the life and movement that the song describes.he truly owned 70's. As
someone remarked his voice seems more robust/enriched in the 70's. When
will the current depredations that go by the name of film music stop?
subhashkomy on Monday, September 13, 2010
@jupiter574 Thanks for your lovly comment and liking my this song. If you want to download any youtube video then you could do it. Just go to google search and type google pack and download realplayer full version. after that whenever you play any youtube video on top of right you would see button download and you can click there and download any video. hope this will help you
jupiter574 on Monday, September 13, 2010
I was tempted to download the filmi original, but don't regret. Sensitive voice, genuine feeling, correct timing, great background music and of course profound lyrics.I saved this song and listen to it when i'm feeling low. It really uplifts you. I intend listening to more of your songs.
Amit Gill on Wednesday, February 03, 2010
Subhash ji u doing great day by day .. I Enjoyed overall... Please one
request , can u sing (aaj se apana waada raha ham milenge har ek mod par )
Movie Kranti ,,, If u can music or with out music
Raj Rivon on Sunday, February 27, 2011
Wonderful voice my dear subhash, your voice is in between mukesh and
shailendra singh. Keep singing and posting your videos, i really liked it
man.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Dost (1974)
Dharmendra, Hema Malini, Shatrughan Sinha, Rehman, Kanhaiya Lal, Raj Mehra, Asit Sen, Tiwari, Ravindra Kapoor, Anwar Hussan, Abhi Bhattacharya, Naaz, Master Bunty, Raju, Satyen Kappu, Chand Usmani, Amitabh Bachchan, Shetty, Fazlu, Raj Rani, Pardesi, Prithviraj Chatterjee, Maruti, Heena Kausar, Altaf, Deepak, Soni, Madhushala, Amir Ali, Yusuf, Nazir Kashmiri, Mukhtar Ahmed, Ansari, Jagdeesh RajKishore Kumar, Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar, Shatrughan SinhaAnand BakshiLaxmikant, PyarelalDulal GuhaPremjiDost at IMDB      Dost at WikipediaDost at YouTube     |    Dost at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type