Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon

Video of this song from youtube
Average Rating : 4.50
Total Vote(s) : 6
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Ganapathi Bappa Moriya - गणपति बप्पा मोरिया
ganpati bappa moriya
ganpati bappa moriya khub tera sansar hai
ganpati bappa moriya khub tera sansar hai
pap hai atyachaar hai daya dhaaram na pyar hai
sachchai ki haar hai jhuth ki jay jay kaar hai
sachchai ki haar hai jhuth ki jay jay kaar hai
ganpati bappa moriya khub tera sansar hai
ganpati bappa moriya khub tera sansar hai

dhokha de re jo auro ko yaha
han ji auro ko yaha
puje unko puje re kyo sari duniya
sare jogi dhongi ho gaye han han dhongi ho gaye
sare gyani dhyani jane kaha so gaye
pyar bana vyapar hai durachaar vyavichaar hai
julmo ki bhaarmar hai
ganpati bappa moriya khub tera sansar hai
ganpati bappa moriya khub tera sansar hai

karm hai ishvar karm hi puja
karm hai ishvar karm hi puja
karm se badhke dhaarm na duja
jina kya hai bas vahi jane jo jivan se haar na mane
sundar ye sansar karm ki shakti apar hai
kyo pradi lachaar hai
ganpati bappa moriya khub tera sansar hai
ganpati bappa moriya khub tera sansar hai

agyani hai jitne deva unko gyan de deva unko gyan de
riddhi siddhi our sukh sampat ka hamko daan de
agyani hai jitne deva ho
agyani hai jitne deva unko gyan de
riddhi siddhi our sukh sampat ka hamko daan de
tera bhaara bhandar hai tu sabka aadhaar hai
jag ka palanhaar hai
ganpati bappa moriya khub tera sansar hai
ganpati bappa moriya khub tera sansar hai
ho ganpati bappa moriya mangal murti moriya
lyrics of song Ganapathi Bappa Moriya
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Ghar Mein Ram Gali Mein Shyam (1987)
Govinda, Neelam Kothari, Khushboo, Reeta Bhaduri, Anupam Kher, Johny Lever, Satish Shah, Beena, NiveditaAnuradha Paudwal, Mohammed Aziz, Kishore Kumar, Pankaj UdhasAnjaanAmar UtpalSubhash SainikJairam GulbaniGhar Mein Ram Gali Mein Shyam at IMDB      Ghar Mein Ram Gali Mein Shyam at WikipediaGhar Mein Ram Gali Mein Shyam at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type