Video of this song from youtube
Garam Garam Pani Naram Naram Ye Jawani - गरम गरम पानी नरम नरम ये जवानी
Lyrics of Garam Garam Pani Naram Naram Ye Jawani - गरम गरम पानी नरम नरम ये जवानी
jab se gaya mera balma bedardi
angaro si dahke meri jawani
chhu ke mera tan jal na jaye ab to
kali ghata se barsta vo pani

garam garam pani naram ye jawani
garam garam naram naram meri jawani
garam garam pani naram ye jawani
garam garam naram naram meri jawani
paas nahi aana hath na lagana
paas nahi aana hath na lagana
hath jo lagao to jal jaoge mit jaoge
jal jao mit jao jal jaoge
garam garam pani naram ye jawani
garam garam naram naram meri jawani

arey viski piyo thanda piyo
pyase ho to pi ke jiyo ji bhar piyo
botal kabhi khali na ho
aankho ki masti me dube to phir hoga kya
jal jaoge mit jaoge
jal jao mit jao jal jaoge
garam garam pani naram ye jawani
garam garam naram naram meri jawani

arey kholu jo mai ghungata kabhi
kha jaye dil chakkar sabhi
kholu jo mai ghungata kabhi
kha jaye dil chakkar sabhi
maru jo mai thumka kabhi
diwani ho sari gali takraya dil mere dil se
to phir hoga kya jal jaoge mit jaoge
jal jao mit jao jal jaoge
garam garam pani naram ye jawani
garam garam naram naram meri jawani
pas nahi aana hath na lagana
pas nahi aana hath na lagana
hath jo lagao to jal jaoge mit jaoge
jal jao mit jao jal jaoge
lyrics of song Garam Garam Pani Naram Naram Ye Jawani
Comments on song "Garam Garam Pani Naram Naram Ye Jawani"
Madhuri Ji on Sunday, November 11, 2012
Nice song, however wish they would've completed the intro song tho " Jab se
gaya mera balma bedardi " Thanks!!!
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films