Video of this song from youtube
Gazab Kiya Tere Wade Pe Aitbaar Kiya - ग़ज़ब किया तेरे वादे पे ऐतबार किया
SingerRajkumari
Music byAnil Biswas
LyricistQamar Jalalabadi
ActorYaqub, Nadira, Roopmala
CategoryMujra Songs
MovieWaris (1954)
Lyrics of Gazab Kiya Tere Wade Pe Aitbaar Kiya - ग़ज़ब किया तेरे वादे पे ऐतबार किया
gazab kiya tere wade pe aitbaar kiya
tamam raat qayamat ka itnzaar kiya
sautan ghar na ja o more saiya
sautan ghar na ja o more saiya
sautan ghar na ja bairan ghar na ja, o more saiya
sautan ghar na ja o more saiya
khabar na thi ke hume ashqbaar kar doge
humari khushiya kisi par nisaar kar doge
tod ke mera pyar ka sapna
tod ke mera pyar ka sapna
na ja padu main tore paiya o more saiya
ha na ja o more saiya
sautan ghar na ja bairan ghar na ja, o more saiya
tamam raat qayamat ka itnzaar kiya
sautan ghar na ja o more saiya
sautan ghar na ja o more saiya
sautan ghar na ja bairan ghar na ja, o more saiya
sautan ghar na ja o more saiya
khabar na thi ke hume ashqbaar kar doge
humari khushiya kisi par nisaar kar doge
tod ke mera pyar ka sapna
tod ke mera pyar ka sapna
na ja padu main tore paiya o more saiya
ha na ja o more saiya
sautan ghar na ja bairan ghar na ja, o more saiya
Comments on song "Gazab Kiya Tere Wade Pe Aitbaar Kiya"
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films


awesome! thanks for sharing