Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
2.92 - 13 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Geeta Ki Saugand - गीता की सौगंध
dharam se badh ke karam hai
krishan ne geeta me hai yahi kaha
dharam se badh ke karam hai
krishan ne geeta me hai yahi kaha
geeta ki saugand karungi vahi jo hai geeta me likha
geeta ki saugand geeta ki saugand
geeta ki saugand geeta ki saugand

dharam se badh ke karam hai
krishan ne geeta me hai yahi kaha
dharam se badh ke karam hai
krishan ne geeta me hai yahi kaha
dharam se badh ke karam hai
geeta ki saugand karungi vahi jo hai geeta me likha
geeta ki saugand geeta ki saugand
geeta ki saugand geeta ki saugand

kisi se na anyay karungi na anyay sahungi
angaaro pe chal ke bhi sachayi ki baat karungi mai
lobh moh aur ahankar se mujhko koi kaam nahi
karam yogini hu aur apne karam pe atal rahungi mai
paap ke toofano se ladana aaj se hai kartavya mera
geeta ki saugand karungi vahi jo hai geeta me likha
geeta ki saugand geeta ki saugand
geeta ki saugand geeta ki saugand

kah do ye apradh se meri aur se bhi ye tayari hai
aaj dekhana hai ki paap ka palda kitna bhari hai
dharam sahi ek sacha sona lekin karam kasouti hai
dharam yudh to bhut huye ab karam yudh ki baari hai
karam krishan hai karan hai geeta
karam ki hi jai hogi sada
geeta ki saugand karungi vahi jo hai geeta me likha
geeta ki saugand geeta ki saugand
geeta ki saugand geeta ki saugand

dharam se badh ke karam hai
krishan ne geeta me hai yahi kaha
dharam se badh ke karam hai
krishan ne geeta me hai yahi kaha
geeta ki saugand karungi vahi jo hai geeta me likha
geeta ki saugand geeta ki saugand
geeta ki saugand geeta ki saugand
geeta ki saugand geeta ki saugand
geeta ki saugand geeta ki saugand
lyrics of song Geeta Ki Saugand
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Geeta Ki Saugandh (1988)
Hemant Birje, Kader Khan, Sahira, Amarit Pal, Shakti Kapoor, Rajani Bala, JamunaAnuradha Paudwal, Suresh Wadkar, Alka Yagnik, Sadhna Sargam, Mohammed AzizMahendra DehlviAnwar UsmanReetu RajMohan T GehaniGeeta Ki Saugandh at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type