Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon

Video of this song from youtube
Average Rating : 3.00
Total Vote(s) : 1
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Ghabara Ke Dar Dar Ke - घबरा के डर डर के
ghabra ke dar dar ke
dar dar ke mar mar ke
bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai
ghabra ke dar dar ke
dar dar ke mar mar ke
bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai
deewaare rasta roke to unse takraana sikho
jinda rehna hai sar uthaake to mar jana sikho
ghabara ke dar dar ke
dar dar ke mar mar ke
bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai

jindgaani ko samajh le khel tu
muskuraake mushkilo ko jhel tu
saari duniya mein nahi tujh sa koyi
tu anokha hai yaha, anmol tu
ghabara ke dar dar ke
dar dar ke mar mar ke
bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai
ghabara ke dar dar ke
dar dar ke mar mar ke
bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai

chaahe is duniya mein tu jaaye kahin
haan julm se khaali nahi koyi jami
tu jo chaahe to mita de julm ko
shart ye hai tujhko ho khud par yakin
ghabara ke dar dar ke
dar dar ke mar mar ke
bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai
ghabara ke dar dar ke
dar dar ke mar mar ke
bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai

deewaare rasta roke to unse takraana sikho
jinda rehna hai sar uthaake to mar jana sikho
ghabara ke dar dar ke
dar dar ke mar mar ke
bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai
lyrics of song Ghabara Ke Dar Dar Ke
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Shaurya (2008)
Rahul Bose, Minissha Lamba, Kay Kay Menon, Javed Jaffrey, Deepak Dobriyal, Amrita Rao, Rozza Catalano, Seema Biswas, Siddhant, Jeneva Talwar, Aditya LakhiaAbhijeet, Adnan Sami, Kunal Ganjawala, Shahrukh Khan, Sunidhi Chauhan, Udit NarayanJaved Akhtar, Jaydeep SarkarSurendra Sodhi, Adnan SamiSamar KhanShaurya at IMDB      Shaurya at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type