Video of this song from youtube
Advertisement
Ghadi Saloni - घड़ी सलोनी
thumb coming soon

3.00 - 1 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Ghadi Saloni - घड़ी सलोनी
saloni
ghadi saloni, aa ha dil albela
piya milan ki bela
piya milan ki bela
ghadi saloni, aa ha dil albela
piya milan ki bela
piya milan ki bela
piya milan man magan
piya milan man magan
nayan ki boli unhe sunane chali
bane jo jivan ke hamjoli

ye mere man ka magan pakheru
ye mere man ka magan pakheru
ab kyu ude akela
piya milan ki bela
piya milan ki bela

mitthu mithe bol piya se
kaun kaun se bolu
mitthu mithe bol piya se
kaun kaun se bolu
bata re mujhe bata de
mujhe bata de
kaise unke kano me ras gholu
mujhe dikha de meri umange
mujhe dikha de meri umange
aashao ka mela
piya milan ki bela
saloni
lyrics of song Ghadi Saloni
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement