Video of "Gham Nahi Gar Zindagi Veeran Hai, Ishq Par Ye Jaan Bhi Qurbaan Hai" from YouTube
Gham Nahi Gar Zindagi Veeran Hai, Ishq Par Ye Jaan Bhi Qurbaan Hai Video Thumbnail
Advertisement
Gham Nahi Gar Zindagi Veeran Hai, Ishq Par Ye Jaan Bhi Qurbaan Hai - ग़म नहीं गर जिन्दगी वीरान है, इश्क पर ये जान भी कुरबान है
Lyrics of Gham Nahi Gar Zindagi Veeran Hai, Ishq Par Ye Jaan Bhi Qurbaan Hai - ग़म नहीं गर जिन्दगी वीरान है, इश्क पर ये जान भी कुरबान है
gam nahi
gam nahi agar zindagi viran hai
ishq par ye jaan bhi kurban hai
gam nahi agar zindagi viran hai
ishq par ye jaan bhi kurban hai
gam nahi agar zindagi viran hai

humne sab kuch kho ke sab kuch pa liya
humne sab kuch kho ke sab kuch pa liya
apne dil ko har tarha har tarha samjha liya
ab koi hasrat hai na arman hai
ab koi hasrat hai na arman hai
gam nahi agar zindagi viran hai
ishq par ye jaan bhi kurban hai
gam nahi agar zindagi viran hai

chand aansu pyar ke daulat nahi re
chand aansu pyar ke daulat nahi
roke jine me koi koi lajjat nahi
hans ke mar jana wafa ki shan hai
ishq par ye jaan bhi kurban hai
lyrics of song Gham Nahi Gar Zindagi Veeran Hai, Ishq Par Ye Jaan Bhi Qurbaan Hai
Poetic Translation - Lyrics of Gham Nahi Gar Zindagi Veeran Hai, Ishq Par Ye Jaan Bhi Qurbaan Hai - ग़म नहीं गर जिन्दगी वीरान है, इश्क पर ये जान भी कुरबान है
No sorrow,
No sorrow if life is barren land,
My soul, to love, I offer with open hand.
No sorrow if life is barren land,
My soul, to love, I offer with open hand.
No sorrow if life is barren land.

Losing all, we found all that we crave,
Our hearts, in every way, we did save.
No longing now, no dreams to command,
No longing now, no dreams to command.
No sorrow if life is barren land,
My soul, to love, I offer with open hand.
No sorrow if life is barren land.

Few tears, are not love's true wealth,
Few tears, are not love's true wealth.
In weeping there is no life's stealth.
To die with laughter, loyalty's brand.
My soul, to love, I offer with open hand.

Benazir (1964) - Movie Details
Film CastAshok Kumar, Meena Kumari, Shashi Kapoor, Tanuja, Nirupa Roy, Tarun Bose, Durga Khote, Asit Sen SingerAsha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Shakeel Badayuni, Usha Mangeshkar LyricistShakeel Badayuni Music ByS D Burman DirectorBimal Roy, S Khalil ProducerBimal Roy External LinksBenazir at IMDB       Movie at YTBenazir at YT    Benazir at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement