Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Ghanshyam Ghanshyam Shyam Shyam Re
4.44 - 9 votes
Kishore KumarReligious Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Ghanshyam Ghanshyam Shyam Shyam Re - घनश्याम घनश्याम श्याम श्याम रे
ghanshyam ghanshyam shyam shyam re
ghanshyam ghanshyam shyam shyam re
bansi ki tan suna bane mora kam re
bansi ki tan suna shyam
ghanshyam ghanshyam shyam shyam re
bansi ki tan suna bane mora kam re
bansi ki tan suna shyam

dukh ka sagar man ki dhara
dagmag naiya dur kinara
dukh ka sagar man ki dhara
dagmag naiya dur kinara
naiya khiwaya bina mori dole
asuwan me kata hai jivan jhakole
choti si, choti si jaan bata bada tora nam re
bansi ki tan suna shyam
ghanshyam ghanshyam shyam shyam re
bansi ki tan suna bane mora kam re
bansi ki tan suna shyam

draupdi ko diya sahara
mahabali ko tune tara
draupdi ko diya sahara
mahabali ko tune tara
aake ahillya ko mukti dilayi
parhlad ki laaj tune bachai, bhakto ke
bhakto ke hath sada bika bina dam re
bansi ki tan suna shyam
ghanshyam ghanshyam shyam shyam re
ghanshyam ghanshyam shyam shyam re
bansi ki tan suna
bansi ki tan suna bane mora kam re
bansi ki tan suna shyam
ghanshyam ghanshyam shyam shyam re
shyam shyam shyam re
shyam shyam shyam re
shyam shyam shyam re
shyam shyam shyam re
shyam shyam shyam re
shyam shyam shyam re
lyrics of song Ghanshyam Ghanshyam Shyam Shyam Re
Comments on song "Ghanshyam Ghanshyam Shyam Shyam Re"
Jagjit Singh Ishar on Saturday, August 16, 2014
Nice bhajan.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Apna Haath Jagannath (1960)
Kishore Kumar, Sayeeda Khan, Nazir Hasain, Leela Chitnis, JagdevKaifi AzmiS D BurmanMohan SehgalApna Haath Jagannath at IMDB      Apna Haath Jagannath at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type