Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.33 - 3 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Ghungat Mera Jane Kya Hua - घूँघट मेरा जाने क्या हुआ
ghunghat mera jane kya hua
mai to kahu tune chori kiya
nahi nahi maine nahi nahi nahi tune kiya
nahi nahi maine nahi chori to kya sina jori kiya
payal teri alpat ye rahi
ab kya kahu tune kaisa diya
nahi nahi maine nahi nahi nahi tune diya
nahi nahi maine nahi
kya jane tu tune kya kya diya
kya jane tu tune kya kya diya

jhumka mera uljha bindiya meri chuti
chunari udhar sarki chudi idhar tuti
palhe to baho me bekhud kiya tune
phir mujhse apne nam sab le liya tune
nahi nahi maine nahi nahi nahi tune liya
nahi nahi maine nahi man hi nahi tan bhi le liya
ghunghat mera jane kya hua
mai to kahu tune chori kiya
nahi nahi maine nahi nahi nahi tune kiya
nahi nahi maine nahi
chori to kya sina jori kiya chori to kya sina jori kiya

jab tak na chun dalu sare badan ke phul
dali baharo ki bankar tu mujhpar jhul
chadar bina chanda jaise khule tan hoye
waise jagaya hai chanda saman piya mohe
nahi nahi maine nahi nahi nahi tune piya
nahi nahi maine nahi o jane ja tune kya na kiya
o jane ja tune kya na kiya ghunghat mera jane kya hua
mai to kahu tune chori kiya nahi nahi maine nahi
nahi nahi tune kiya nahi nahi maine nahi
chori to kya sina jori kiya payal teri alpat ye rahi
ab kya kahu tune kaise diya nahi nahi maine nahi
nahi nahi tune diya nahi nahi maine nahi
kya jane du tune kya kya diya
chori to kya sina jori kiya
lyrics of song Ghungat Mera Jane Kya Hua
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Haye Meri Jaan (1991)
Kumar Gaurav, Ayesha Jhulka, Hema Malini, Sunil Dhawan, Raza Murad, Nirupa Roy, Sunil DuttAsha Bhosle, Mohammed Aziz, Anuradha Paudwal, Bappi LahiriMajrooh SultanpuriBappi LahiriRoopesh KumarRoopesh KumarHaye Meri Jaan at IMDB      Haye Meri Jaan at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type