Video of this song from youtube
Advertisement
Gira Do Parda Ki Daastan Khali Ho - गिरा दो पर्दा की दास्तां खाली हो गयी हैं
SingerHemant Kumar
Music byHemant Kumar
LyricistGulzar
Actor
Category
MovieGeets Of Hemant Kumar (1980)
Lyrics of Gira Do Parda Ki Daastan Khali Ho - गिरा दो पर्दा की दास्तां खाली हो गयी हैं
gira do parda ki dastaan khali ho gayi hai

gira do parda ke khubsurat yun udas chehre
kahi khyalon mein gum gaye hain

aawaz apne suron se uthkar chali gayi hain

garib aankho se ruth kar ek ek ansu utar gaya hai

bas ek ahsaas ki khamoshi hai gunjti hain

kisi adhuri si ek takdeer ka andhera jal raha hai

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement