Video of this song from youtube
Gori Kab Se Hui Jawan Banna Le Ja Apne Sath - गोरी कब से हुई जवान बन्ना ले जा अपने साथ
Lyrics of Gori Kab Se Hui Jawan Banna Le Ja Apne Sath - गोरी कब से हुई जवान बन्ना ले जा अपने साथ
gori kab se hui jawan banna le ja apne sath
gori kab se hui jawan banna le ja apne sath
le ja sath apne sath aayi piya milan ki rat
gori kab se hui jawan banna le ja apne sath
gori kab se hui jawan banna le ja apne sath
gori kab se hui jawan banna le ja apne sath

karwat badal ke raina bite tanhai tadpaye
tanhai tadpaye oyew hoye tanhai tadpaye
o piya milan ki pyas jiya me koi agan lagaye
koi agan lagaye oye hoye koi agan lagaye
aaye yaad teri yaad nind na aye sari rat
gori kab se hui jawan banna le ja apne sath
gori kab se hui jawan banna le ja apne sath
gori kab se hui jawan banna le ja apne sath

aaye aake chhaye badra bin barse ud jaye
bin barse ud jaye oye hoye bin barse ud jaye
abke baras to sawan tapte man ki tapan bhujaye
man ki tapan bhujaye oye hoye man ki tapan bhujaye
ho bhige sath dono sath ho jaye aisi barsat
gori kab se hui jawan banna le ja apne sath
gori kab se hui jawan banna le ja apne sath
gori kab se hui jawan banna le ja apne sath

chudi chhanke kangana khanke bindiya kare ishare
bindiya kare ishare oye hoye bindiya kare ishare
ghunghata se chhup chhup kar jhanke do naina kajrare
do naina kajrare oye hoye do naina kajrare
o sun le sathi ki bat tham le mehandi wale hath

gori kab se hui jawan banna le ja apne sath
gori kab se hui jawan banna le ja apne sath
le ja sath apne sath aayi piya milan ki rat
gori kab se hui jawan banna le ja apne sath
gori kab se hui jawan banna le ja apne sath
gori kab se hui jawan banna le ja apne sath
lyrics of song Gori Kab Se Hui Jawan Banna Le Ja Apne Sath
Comments on song "Gori Kab Se Hui Jawan Banna Le Ja Apne Sath"
Saifuddin Hashim on Saturday, April 05, 2014
rekha looks like she put on weight in this video
NAFEES Salmany on Monday, May 11, 2015
Allahabad hatela Guru
+91 919769662477
Mumbai up
raj chand on Wednesday, June 17, 2015
Very very sweet song
RAJ +919911399143
fahad nadeem on Thursday, August 06, 2015
Nadeem Raja dubai
So nice song 
Alamgir Khan on Friday, August 22, 2014
Great music..Nice song
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films