Video of this song from youtube
Guddu Rangeela (Title Song) - हे गाली जैसे गंध हैं
SingerAmit Trivedi, Divya Kumar
Music byAmit Trivedi
LyricistIrshad Kamil
ActorArshad Warsi, Aditi Rao Hydari, Amit Sadh
CategoryTitle Song
MovieGuddu Rangeela (2015)
Lyrics of Guddu Rangeela (Title Song) - हे गाली जैसे गंध हैं
hey gaali jaise gandh hai meethe kalakand hai
jute ki jodi sa joda hai inka
hey pauwa addha saath mein chunni leke raat mein
naada bhi thoda sa dheela hai jinka
thaali ke baingan dono jan guddu rangeela
are waise gentlemen dono jan guddu rangeela
hey gaali jaise gandh hai meethe kalakand hai
jute ki jodi sa joda hai inka
hey pauwa addha saath mein, chunni leke raat mein
naada bhi thoda sa dheela hai jinka
thaali ke baingan dono jan guddu rangeela
are waise gentlemen dono jan guddu rangeela
do baagi, hai anuraagi
dono ke piche phir maut bhaagi hoye
arre yeh bhogi hai beraagi
hai saaf aage se piche se daagi
hai yeh lafundar, yeh bawandar
yeh sikandar, yeh kalandar
koi na jaane ke dono hai kya
hey dono pakke dheet hain
aansu peete neat hain, dil se bhi naata hai thoda inka
baaton ki saudagiri, ho kissi dadagiri
kattu sa daude hai ghoda bhi jinka
thaali ke baingan dono jan guddu rangeela
are waise gentlemen dono jan guddu rangeela
yeh paaji tikdambaazi me ki hai dono ne
ba tazi tazi hoye hoye
oye rang birange inke lahu mein
daude sharafat se purri dhokebaazi
kabhi murgi, kabhi ande
kabhi roti, kabhi dande
khake sote hai taange faila
hai putti seedhi harkatein, dheeli dhali kismatein
laaton ke bhooton se ristha hai inka
oye jaane saare totke, pichhe bhage note ke
chiller se koi na matlab jinka

Comments on song "Guddu Rangeela (Title Song)"
sumit mehta on Monday, June 22, 2015
Amit Trivedi singing his own songs is way too much fun! Gold!
Amit Trivedi singing his own songs is way too much fun! Gold!
Vedant Suryavanshi on Tuesday, June 23, 2015
Amit Trivedi should sing more !!!
Amit Trivedi should sing more !!!
Sachin Malik on Monday, June 29, 2015
Mast...
Mast...
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

Published on Jun 22, 2015
The colorful jodi of brothers Guddu & Rangeela plan the most perfect crime.
They set off on a road journey which becomes a cat-and-mouse chase between
the political power, police force and a budding story of forbidden young
love on the run.
Presenting the Guddu Rangeela's title track sung by Amit Trivedi & Divya
Kumar.]
3.5/5 Unusually Surprising and fresh or Surprsingly Unusual (obviously)
fresh... what to say abt the movie Super Performances by the actors...
truly madly deeply !!!!!! ;)