Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.00 - 2 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Guzar Raha Hai Idhar - गुज़र रहा है इधर से तू मुस्कुराता जा
guzar raha hai idhar se tu muskurata jaa
bujha pdaa hai jo dil ka diyaa jalata jaa

utha ke neend bhari sufia aankho ko
kisi ke soye hue kisi ke soye hue
malmale jagata jaa
guzar raha hai idhar se tu muskurata jaa
bujha pdaa hai jo dil ka diyaa jalata jaa

teri nigaah pe o teri nigaah pe
kayam hai aasmaan or zammen
kisi garib ka bhi kisi garib ka bhi
aasra bandhata jaa
guzar raha hai idhar se tu muskurata jaa
bujha pdaa hai jo dil ka diyaa jalata jaa

jo dil me aaye to khwaboo ke ae rawan badal

mere chaman ko piya mere chaman ko piya
or dulhan bnata jaa
guzar raha hai idhar se tu muskurata jaa
bujha pdaa hai jo dil ka diyaa jalata jaa

hajar baar sitaaro hajar baar sitaaro
ke dar pe dastak de
kabhi thahar ke mera kabhi thahar ke mera
dar bhi khatkhataata jaa
guzar raha hai idhar se tu muskurata jaa
bujha pdaa hai jo dil ka diyaa jalata jaa
lyrics of song Guzar Raha Hai Idhar
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Shahzadi (1947)
Josh Malihabadi, S K Pal
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type