Video of this song from youtube
Lyrics of Hath Sine Pe Jo Rakh Do To Qarar Aa Jaye - हाथ सीने पे जो रख दो तो क़रार आ जाए
haath sine pe jo rakh do to qaraar aa jaaye
haath sine pe jo rakh do to qaraar aa jaaye
dil ke ujde huye gulshan me bahaar aa jaaye
dil ke ujde huye gulshan me bahaar aa jaaye

dil to kehta hai ki aankho me chhupa lu tujhko
dil to kehta hai ki aankho me chhupa lu tujhko
dar yahi hai ki muqaddar ko nakaar aa jaaye
dar yahi hai ki muqaddar ko nakaar aa jaaye
haath sine pe jo rakh do to qaraar aa jaaye

dil ke zakhmo pe mere pyaar ka marham rakh do
dil ke zakhmo pe mere pyaar ka marham rakh do
beqaraari to mujhe kuchh to qaraar aa jaaye
beqaraari to mujhe kuchh to qaraar aa jaaye
haath sine pe jo rakh do to qaraar aa jaaye

yu khuda ke liye chhino na mere hosh-o-havaas
yu khuda ke liye chhino na mere hosh-o-havaas
aisi nazro se na dekho ki khumaar aa jaaye
aisi nazro se na dekho ki khumaar aa jaaye
haath sine pe jo rakh do to qaraar aa jaaye

chhod ke tum bhi chale jaaogi qismat ki tarah
chhod ke tum bhi chale jaaogi qismat ki tarah
baad-azaane to ajal hi ko na pyaar aa jaaye
baad-azaane to ajal hi ko na pyaar aa jaaye
haath sine pe jo rakh do to qaraar aa jaaye
dil ke ujde huye gulshan me bahaar aa jaaye
lyrics of song Hath Sine Pe Jo Rakh Do To Qarar Aa Jaye
Comments on song "Hath Sine Pe Jo Rakh Do To Qarar Aa Jaye"
gopal sinha on Thursday, February 05, 2015
फिल्म संगीत के क्या इत्मिनान भरे, प्यार भरे दिन थे वो...हर बात सलीके से,
नाजुक अंदाज में समझायी जाती थी। एक खूबसूरत नग्मा !
कपूर खानदान में अभिनय-प्रतिभा मानों खून में थी। त्रिलोक कपूर को देख कर शुरू
के शम्मी कपूर की याद आती है। रफी के बारे में कहा जाता है कि उनके गायन में
दुर्रानी का प्रभाव था।
V. Siddhartha on Sunday, March 01, 2009
A piece of 24-carat gold! See how the minimalist and gentler orchestras of
old days made the melodic quality of the voices stand out and glow. Thanks,
deepaksgulvadi, for digging out and sharing this beautiful duet .
Kay Cee on Sunday, August 02, 2009
Good old days of simple music, light background music accentuating
melodious content. Breezy stuff. Thanks for upload.
mazhar khan on Friday, February 27, 2009
beautiful song.i read somewhere that trilok kapoor was from rajkapoor
family if so where did he go there after
alishah7706 on Tuesday, October 05, 2010
what a voice of madam. unki ye awaz sunn k rona aa rha hai.
agar jannat mili to madam ko zaroor sunoo ga. qk i m sure that wo jannat mane hai or shayad hoorain b unn ko sunn rahi hon gi. aisi awaz qayamat tak nahi ae gi. allah taala nay b madam ki awaz mane bay intiha noor bhar diya. jis ne unka naam rakha un k b sadqay. noor jehan
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Mirza Sahiban (1947)
Trilok Kapoor, Noor Jahan, Gulab, Gope, Cuckoo, Amir Bano, Misra, LaxmanZohrabai, Noor Jehan, Shamshad Begum, G M DurraniQamar Jalalabadi, Aziz KashmiriPandit Amarnath, Husnlal - BhagatramK AmarnathMirza Sahiban at IMDB      Mirza Sahiban at YouTube     |    Mirza Sahiban at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type