Video of "Hai Bas Ki Har Ek Un Ke Ishaare Me Nishaan Aur" from YouTube
Hai Bas Ki Har Ek Un Ke Ishaare Me Nishaan Aur Video Thumbnail
Advertisement
Hai Bas Ki Har Ek Un Ke Ishaare Me Nishaan Aur - है बस की हर एक उनके इशारे में निशान और
Lyrics of Hai Bas Ki Har Ek Un Ke Ishaare Me Nishaan Aur - है बस की हर एक उनके इशारे में निशान और
hai bas ki har ek unke ishaare me nishaan aur
karte hai muhabbat to guzarta hai gumaan aur

ya rab vo na samajhe hai na samajhenge meri baat
ya rab vo na samajhe hai na samajhenge meri baat
de aur bhi dil inko jo na de mujhko zuban aur
de aur bhi dil inko jo na de mujhko zuban aur

tum shahar me ho to hame kya gam jab uthenge
tum shahar me ho to hame kya gam jab uthenge
le aayenge baazaar se jaakar dil-o-jaan aur
le aayenge baazaar se jaakar dil-o-jaan aur

hai aur bhi duniya me sukhnavar bahut achchhe
hai aur bhi duniya me sukhnavar bahut achchhe
kahte hai ki gaalib ka hai andaaz-e-bayan aur
kahte hai ki gaalib ka hai andaaz-e-bayan aur
hai aur bhi duniya me sukhnavar bahut achchhe
kahte hai ki gaalib ka hai andaaz-e-bayan aur
kahte hai ki gaalib ka hai andaaz-e-bayan aur
lyrics of song Hai Bas Ki Har Ek Un Ke Ishaare Me Nishaan Aur
Poetic Translation - Lyrics of Hai Bas Ki Har Ek Un Ke Ishaare Me Nishaan Aur - है बस की हर एक उनके इशारे में निशान और
In every gesture, a tapestry of signs,
When they love, suspicion intertwines.

Oh Lord, they grasp not, nor will they know my plea,
Grant them more hearts, though speech eludes me.

If you are in the city, what sorrow can we embrace?
We'll fetch our hearts and souls from the market place.

The world holds poets, their craft is pure,
Yet Ghalib's style, a different allure.
The world holds poets, their craft is pure,
Yet Ghalib's style, a different allure.
The world holds poets, their craft is pure,
Yet Ghalib's style, a different allure.

Mirza Ghalib (1954) - Movie Details
Film CastBharat Bhushan, Suraiya, Durga Khote, Iftekhar, Nigar Sultana, Ulhas, Sadat Ali, Kumkum, Murad, Mukri, Baij Sharma, Roshan SingerMohammed Rafi, Shamshad Begum, Sudha Malhotra, Suraiya, Talat Mahmood LyricistMirza Galib, Shakeel Badayuni Music ByGhulam Mohd DirectorSohrab Modi ProducerSohrab Modi External LinksMirza Ghalib at IMDB      Mirza Ghalib at Wikipedia Movie at YTMirza Ghalib at YT    Mirza Ghalib at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement