Video of this song from youtube
Advertisement
Hai Usi Ki Duniya Haare Na Jo Kabhi - है उसी की दुनिया हारे ना जो कभी
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Hai Usi Ki Duniya Haare Na Jo Kabhi - है उसी की दुनिया हारे ना जो कभी
hai usi ki dunia hare na jo kabhi
hai usi ki dunia hare na jo kabhi
lamba safar hai mushkil dagar hai
rukna na kabhi
hai usi ki dunia hare na jo kabhi
hai usi ki dunia hare na jo kabhi
lamba safar hai mushkil dagar hai
rukna na kabhi

khud ko samjhke tanha himmat na harna
tu apni jindagi ko phir se sawarna
jiwan ki mushkilo se darna na kabhi
hai usi ki dunia hare na jo kabhi
hai usi ki dunia hare na jo kabhi
lamba safar hai mushkil dagar hai
rukna na kabhi

tufan me hai kashti mat bar thamna
karna padega tujhko bhukamp ka samna
ab tu kisi ke aage jhukna na kabhi
hai usi ki dunia hare na jo kabhi
hai usi ki dunia hare na jo kabhi
lamba safar hai mushkil dagar hai
rukna na kabhi

tu jhuth se ladega dil me ye than le
hoti hai jeet sach ki itna tu jan le
ab chal pada tu piche hatna na kabhi
hai usi ki dunia hare na jo kabhi
hai usi ki dunia hare na jo kabhi
lamba safar hai mushkil dagar hai
rukna na kabhi
hai usi ki dunia hare na jo kabhi
hai usi ki dunia hare na jo kabhi
lamba safar hai mushkil dagar hai
rukna na kabhi
lamba safar hai mushkil dagar hai
rukna na kabhi
lamba safar hai mushkil dagar hai
rukna na kabhi
lyrics of song Hai Usi Ki Duniya Haare Na Jo Kabhi
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement