Video of this song from youtube
Ham Dil Ki Tassalli Ka Samaan Luta Baithe - हम दिल की तसल्ली का सामान लुटा बैठे
Lyrics of Ham Dil Ki Tassalli Ka Samaan Luta Baithe - हम दिल की तसल्ली का सामान लुटा बैठे
ye kis andaz se aaya hai koi meri mahfil me
hazar khwahise angdayiya lene lagi dil me
hum dil ki tasalli ka saman luta baithe
hum dil ki tasalli ka saman luta baithe
jalim teri surat par jalim teri surat par iman luta baithe
hum dil ki tasalli ka saman luta baithe hum dil ki tasalli ka

najar milao to dil ko karar aa jaye
najar milao to dil ko karar aa jaye
kisi ke ujade chaman me bahar aa jaye
kisi ke ujade chaman me bahar aa jaye
bahar aa jaye hum dil ki tasalli ka saman luta baithe
hum dil ki tasalli ka jalim teri surat par jalim teri surat pe
iman luta baithe hum dil ki tasalli ka

meri nigaho ne chuma teri nigaho ko
meri nigaho ne chuma teri nigaho ko
koi na dekh saka in hasi adao ko
koi na dekh saka in hasi adao ko
hasin adao ko hum dil ki tasalli ka saman luta baithe
hum dil ki tasalli ka jalim teri surat par jalim teri surat pe
iman luta baithe hum dil ki tasalli ka
lyrics of song Ham Dil Ki Tassalli Ka Samaan Luta Baithe
Comments on song "Ham Dil Ki Tassalli Ka Samaan Luta Baithe"
Riaz Ali on Friday, January 07, 2011
hum dil ki tassalli ka samaan luta baite. Dil bhi paagal hai keh us
shakhs se wabasta hai jo kisi aur ka hone de, na apna rakhe Ashaji ki awaaz
dohre dhaar wali khanjar ki si hai jo dil ke aar paar h jatii hai.
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films