Video of this song from youtube
Ham Hind Ke Vir Sipahee - हम हिन्द के वीर सिपाही
screen shot of song - Ham Hind Ke Vir Sipahee
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Ham Hind Ke Vir Sipahee - हम हिन्द के वीर सिपाही
ham hind ke vir sipahi
hindustan pe jaan luta denge
ham hind ke vir sipahi
hindustan pe jaan luta denge
kashmir himalay ki khatir, kashmir himalay ki khatir
ham apna khun baha denge
apna khun baha denge, ham apna khun baha denge
bole sohne haal, satt shri akal
ham hind ke vir sipahi
hindustan pe jaan luta denge

hame desh ki laaj bachani hai
ghar likh bheja hai chitthi me
bahta hai khun shahido kaa hindustan ki mitti me
jab jab viron ki kurbani apna rang dikhayegi
bharat ma khud hatho se unko
chandan tilak lagayegi
chandan tilak lagayegi
bole sohne haal, satt shri akal

sincha hai lahu se hamne watan
tab jake mili hai aajadi
dushman naa najar uthana tu
varna hai teri barbadi
khwab kabhi naa pura hoga
dushman ke arman kaa
dekhe kaise paar kare wo border hindustan kaa
border hindustan kaa, border hindustan kaa
bole sohne haal, satt shri akal

ham hind ke vir sipahi
hindustan pe jaan luta denge
ham hind ke vir sipahi
hindustan pe jaan luta denge
kashmir himalay ki khatir, kashmir himalay ki khatir
ham apna khun baha denge
apna khun baha denge, ham apna khun baha denge
bole sohne haal, satt shri akal
satt shri akal, satt shri akal
lyrics of song Ham Hind Ke Vir Sipahee
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films