Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Hame Mar Chala Ye Khayal Ye Gham
4.35 - 17 votes
GopeSad Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Hame Mar Chala Ye Khayal Ye Gham - हमें मार चला ये ख्याल ये गम
hame mar chala ye khayal ye gam
na idhar ke rahe, na udhar ke rahe
na idhar ke rahe, na udhar ke rahe
kisi aur ka ho gaya koyi toh ham
na idhar ke rahe, na udhar ke rahe

ham zeher to kha lete un bin
khanjar bhi chala lete lekin
na ho unko khabar toh hain sitam
na idhar ke rahe, na udhar ke rahe
na idhar ke rahe, na udhar ke rahe
na ho unko khabar toh hain sitam
na idhar ke rahe, na udhar ke rahe

hain ye pyar ka phanda gardan me
jite na bane, marte na bane
jite na bane, marte na bane
yu hi beech gale me atka hai dam
na idhar ke rahe, na udhar ke rahe
yu hi beech gale me atka hai dam
na idhar ke rahe, na udhar ke rahe
hame maar chala ye khayal yeh gam
na idhar ke rahe, na udhar ke rahe
hame maar chala ye khayal yeh gham
lyrics of song Hame Mar Chala Ye Khayal Ye Gham
Comments on song "Hame Mar Chala Ye Khayal Ye Gham"
Jagjit Singh Ishar on Thursday, October 30, 2014
Never heard before. Well picturised on Gope.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Arzoo (1950)
Dilip Kumar, Kamini Kaushal, Arif, Gope, Cuckoo, Neelam, Satyen Bose, Shashikala, Seeta Bose, Kamlakar, Chanda, ZaidiAnil Biswas, Lata Mangeshkar, S D Batish, Sudha Malhotra, Talat MahmoodJan Nissar Akhtar, Majrooh Sultanpuri, Prem DhawanAnil BiswasShahid LateefHeten ChaudharyArzoo at IMDB      Arzoo at WikipediaArzoo at YouTube     |    Arzoo at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type