Video of this song from youtube
Hamri Nagariya Me Aaye Baso Banwari - हमारी नगरिया में आए बसों
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Hamri Nagariya Me Aaye Baso Banwari - हमारी नगरिया में आए बसों
humari nagariya me aaye baso
aaye baso banwari
humari nagariya me aaye baso banwari
aaye baso banwari aaye baso banwari
humari nagariya me bhat bhat ke phul khile hai
rut aai ati pyari
aaye baso banwari aaye baso banwari
bhat bhat ke phul khile hai
rut aai ati pyari
aaye baso banwari aaye baso banwari
humari nagariya me

rahe lakh lakh dukh man man me
nahi pyas miti humre man ki
rahe lakh lakh dukh man man me
nahi pyas miti humre man ki
barse nainan nadi jaise dhara naina nahi
bhukh gayi in nainan ki
barse nainan nadi kaise dhara naina nahi
bhukh gayi in nainan ki

lyrics of song Hamri Nagariya Me Aaye Baso Banwari
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films