Video of this song from youtube
Advertisement
Har Aadami Ko Biwi Ka Gulam Hona Chahiye - हर आदमी को बीवी का गुलाम होना चाहिए
SingerAlka Yagnik, Kishore Kumar
Music byKalyanji Anandji
LyricistAnjaan
ActorMithun Chakraborty
Category
MovieHiraasat (1987)
Lyrics of Har Aadami Ko Biwi Ka Gulam Hona Chahiye - हर आदमी को बीवी का गुलाम होना चाहिए
har aadmi ko biwi kaa gulam hona chahiye

ghar me aate jate hi salam hona chahiye
pranam hona chahiye salam hona chahiye
pranam hona chahiye
are mood me ho ye laxmi ji, are mood me ho ye laxmi ji
sabhi sukhon ki data, sabhi sukhon ki data
par bigad jaye toh ban jaye saxat kalika mata, ha saxat kalika mata
mard ki halat mard hi jane koyi samajh naa paye
idhar hai biwi udhar naukari bich me jhole khaye
bechara bich me jhole khaye
biwi ko sambhale naukariya chhut jaye re

naukariya sambhale to biwi rooth jaaye, biwi rooth jaaye
lekin lekin kuchh bhi ho jaye
are ghar ko banaye rakhane ko, ghar ko banaye rakhane ko
yeh kam hona chahiye, ghar ko banaye rakhane ko
shrimati ji ko bilkul aaram hona chahiye, aaram hona chahiye
aaj hamari shadi ki salagirah thi, tumhe ghar jaldi aana tha
ham dono ko bahar jana tha kisi bade hotal me khana tha
abb kaun banayega khana, khana pakayega tumhara divana
aaj aisa pakayunga khana ungali chategi meri jana
maan jaayegi meri jaanejana
yeh aata hai ye shakkar hai yeh daal hai ye chaval hai
ye aaloo hai adrak hai mirchi hai nimboo hai pyaaz hai baingan
taaze tmatar ye iska father and ye iski daughter
ya hai kela yeh keli karela kareli
yeh muli bichari akeli akeli
khana chatapata aur masaledar
abb aa jao meri sarakar tumhe pukare
pahale aap naa naa naa pahale aap, har aadmi ko biwi kaa

Comments on song "Har Aadami Ko Biwi Ka Gulam Hona Chahiye"
DrDindorkar9 on Tuesday, August 24, 2010
Very nice song.Thanx for sharing.
Very nice song.Thanx for sharing.
Wasif Bashir on Tuesday, November 30, 2010
kishore kumar u r great :)

with also sanjeev kumar
with also sanjeev kumar
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement

nice song for those who loves her wife very much..