Video of this song from youtube
Har Baat Par - हर बात पर सवाल, उठाया ना कीजिये
thumb coming soon

3.00 - 1 votes
Singer Music by Lyricist Actor CategoryGhazals Movie
Lyrics of Har Baat Par - हर बात पर सवाल, उठाया ना कीजिये
har baat par sawaal uthaya na kijiye
har baat par sawaal uthaya na kijiye
aisi hasin shaam hasin shaam
aisi hasin shaam gawaya na kijiye
har baat par sawaal uthaya na kijiye
har baat par sawaal

main jaanta hoon aapko ho jayega nasha
main jaanta hoon aapko ho jayega nasha
main jaanta hoon aapko ho jayega nasha
shishe me khud se aankh milaya na kijiye
shishe me khud se aankh milaya na kijiye
har baat par sawaal

dil aa gaya kisi ka to phir kya karenge aap
dil aa gaya kisi ka to phir kya karenge aap
dil aa gaya kisi ka to phir kya karenge aap
sabse talukaat badhaya na kijiye
sabse talukaat badhaya na kijiye
har baat par sawaal

ye meri aur aapki aapas ki baat hain
ye meri aur aapki aapas ki baat hain
ye meri aur aapki aapas ki baat hain
apni saheliyo ko bataya na kijiye
apni saheliyo ko bataya na kijiye
aisi hasin shaam hasin shaam
aisi hasin shaam gawaya na kijiye
har baat par sawaal uthaya na kijiye
har baat par sawaal
lyrics of song Har Baat Par
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films