Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon

Video of this song from youtube
Average Rating : 4.83
Total Vote(s) : 6
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Har Dam Tumhi Ko Pyar Kiye Ja Rahi Hu Mai - हर दम तुम्ही को प्यार किए जा रही हूँ मैं
har dam tumhi ko pyar kiye ja rahi hu main
jeena nahi to bhul jiye ja rahi hu main
har dam tumhi ko pyar

har dam tumhi ko yaad kiye ja raha hu main
milne ki aarzu me jiye ja raha hu main
har dam tumhi ko yaad

tum mere dil ke paas ho chahe jaha raho
tum mere dil ke paas ho chahe jaha raho
saanso ki lay se naam liye ja rahi hu main
har dam tumhi ko pyar

tumhi ko dhundhti hain ye aansu bhari nazar
tumhi ko dhundhti hain ye aansu bhari nazar
ab har taraf nigaah kiye ja raha hu main
har dam tumhi ko yaad

dil mera bolta hain papihe ke rup me
dil mera bolta hain papihe ke rup me
kisi ki ye sazaye jiye ja rahi hu main
har dam tumhi ko pyar
lyrics of song Har Dam Tumhi Ko Pyar Kiye Ja Rahi Hu Mai
Comments on song "Har Dam Tumhi Ko Pyar Kiye Ja Rahi Hu Mai"
P Vijay on Friday, April 04, 2014
What a lovely song! .. Excellent lyrics and equally lovely composition from
that great duo Husnalal Bhagatram .. There are no lyricist nor such
composers today - हर दम तुम्हीं को प्यार किये जा रही हूँ मैं-जीना नहीं
क़ुबूल जिये जा रही हूँ मैं-- तुम्हीं को ढूँढती है ये आँसू भरी नज़र-अब हर तरफ़
निगाह किये जा रहा हूँ मैं -- Great words -- One feels sad while listening
to such a lovely words, but still one wants to listen again and again..
ANU VIKSHAT on Tuesday, August 06, 2013
A very lovely song indeed penned down by Hasrat Jaipuri ji.
rumahale on Thursday, November 27, 2014
Superb.
Thank you for this rare gem.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Apsara (1961)
Pradeep Kumar, Padmini, Daljeet, B M Vyas, Nirupa Roy, Maruti, Anwar, NainaSuman Kalyanpur, Asha Bhosle, Madhubala, Mohammed Rafi, Talat MahmoodQamar Jalalabadi, Hasrat Jaipuri, Gopal Singh NepaliHusanlal BhagatramV M VyasApsara at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type