Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Har Sawal Ka Jawab
4.26 - 47 votes
Ayesha JhulkaRomantic Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Har Sawal Ka Jawab - हर सवाल का जवाब
har sawaal ka jawaab nahi mil sakata
har sawaal ka jawaab nahi mil sakata
mere pyaar ka hisaab nahi mil sakata
kaise samjhaau tujhe kitana main chaahu tujhe
kaise main bata du tujhe re
meri hai kasam tujhe itna bata de mujhe kiana tu chaahe mujhe re
har sawaal ka jawaab nahi mil sakta
mere pyaar ka hisaab nahi mil sakta

tere liye kitna dhadake ye dil tujhko hai batana mushkil
sine mein hai kitni dhadakan koi bhi na jaane jaaneman
kitna sayana hai tu kitna diwaana hai tu itna bata de mujhe re
har sawaal ka jawaab nahi mil sakta
mere pyaar ka hisaab nahi mil sakta

kyon hota hai pyaar bata dilbar kaise achaanak mil jaati hai nazar
kya hota hai dard mohabbat ka kyon nahi milati darde dil ki dawa
kaisa nazrana hai ye kaisa afasana hai ye itna bata de mujhe re
har sawaal ka jawaab nahi mil sakta
mere pyaar ka hisaab nahi mil sakta

kyon nahi katte pyaar mein ye din raat
kyon na bhoole chaahat ki ye baat
bechaini kyon pal pal tadapaaye kyon tu sapano mein aaye jaaye
tauba kya khumari hai ye kaisi bekarari hai ye itna bata de mujhe re
har sawaal ka jawaab nahi mil sakta
mere pyaar ka hisaab nahi mil sakta
kaise samjhaau tujhe kitna main chaahu tujhe
kaise main bata du tujhe re
meri hai kasam tujhe itna bata de mujhe kitna tu chaahe mujhe re
har sawaal ka jawaab nahi mil sakta
mere pyaar ka hisaab nahi mil sakta
har sawaal ka jawaab nahi mil sakta
mere pyaar ka hisaab nahi mil sakta
lyrics of song Har Sawal Ka Jawab
Comments on song "Har Sawal Ka Jawab"
Hunny Bunny on Thursday, March 11, 2010
Yea Thats True, Har Sawal ka Jawab Nahi Mil Sakta..!! The Song is Awesome ,
Nice Choice and Lovely Upload As Usual, Thanks For Sharing~
javedshahafridi on Saturday, July 18, 2009
Kia baat hai yaar waise kis sawal ka jawab nahi mil sakta ?. Nice song from the movie Rang. I love this song. Thanks for sharing.
QuettaKing on Monday, March 08, 2010
All te songs of Rang are just awesome and melodious another great upload in
your fantastic channel.
mymuskan100 on Friday, July 15, 2011
muskan muskan muskan muskan muskan muskan muskan muskan muskan muskan muskan muskan muskan muskan muskan muskan muskan muskan muskan muskan muskan muskan muskan muskan muskan muskan muskan is my jan
mimato on Tuesday, February 04, 2014
Great movie, great songs, great actress (Divya) wish I can say the same for
the Actor, Kamal. :/ This was his only hit movie.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Rang (1993)
Jeetendra, Amrita Singh, Kamal Sadanah, Divya Bharti, Ayesha Jhulka, Kader Khan, BinduAlka Yagnik, Kumar Sanu, Udit NarayanSameerNadeem Saifee, Shravan KumarTalat JaniMansoor Ahmad SiddiquiRang at IMDB      Rang at WikipediaRang at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type