Video of this song from youtube
Har Subah Bahut Yaad Aata Hai - हर सुबह बहुत याद आता है
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Har Subah Bahut Yaad Aata Hai - हर सुबह बहुत याद आता है
har subah bahut yaad aata hai
har sham bahut yaad aata hai
har subah bahut yaad aata hai
har sham bahut yaad aata hai
tera naam bahut yaad aata hai
tera naam bahut yaad aata hai

har subah bahut yaad aata hai
har sham bahut yaad aata hai
har subah bahut yaad aata hai
har sham bahut yaad aata hai
tera naam bahut yaad aata hai
tera naam bahut yaad aata hai

mere sapno ke mahlo me
sirf teri taswire
dekh jara tere hatho me
sirf meri takdire
kadam kadam pe chalna mujhko
ban ke tera saya
jab bhi socha jab bhi dekha
maine tujhko paya

har subah bahut yaad aata hai
har sham bahut yaad aata hai
tera naam bahut yaad aata hai
tera naam bahut yaad aata hai

meri tanhai ke sathi
mere dil ki dhadkan
meri shano pe bikhra de
ye julfo ka sawan
na koi bechaini hai
or na koi majburi
har mausam chahat ka mausam
har lamha sinduri

har subah bahut yaad aata hai
har sham bahut yaad aata hai
tera naam bahut yaad aata hai
tera naam bahut yaad aata hai
har subah bahut yaad aata hai
har sham bahut yaad aata hai
tera naam bahut yaad aata hai
tera naam bahut yaad aata hai
lyrics of song Har Subah Bahut Yaad Aata Hai
Comments on song "Har Subah Bahut Yaad Aata Hai"
Aevhi Chaudhary on Wednesday, November 28, 2012
Good song for my fav movie
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films