Video of this song from youtube
Lyrics of Har Taraf Husn Aur Javani Hai, Aajki Raat Kya Suhani Hai (Mohabbat Bade Kam Ki Chiz Hai) - हर तरफ़ हुस्न और जवानी है, आज की रात क्या सुहानी है
har taraf husn aur javani hai, aaj ki raat kya suhani hai
reshami jism
reshami jism thartharaate hai, marmari hoth gungunate hai
dhadakano mai surur faila hai, rang najdik-o-dur faila hai
daavat-e-ishq de rahi hai faza, aaj ho jaa kisi hasi pe fida
mohabbat bade kam ki chiz hai, kam ki chiz hai
mohabbat bade kam ki chiz hai, kam ki chiz hai

mohabbat ke dam se hai duniya ye roshan
mohabbat na hoti to kuch bhi na hota
najar aur dil ki panaho ki khatir
ye jannat na hoti to kuch bhi na hota
yahi ek aaram ki chiz hai, kam ki chiz hai
muhabbat bade kam ki chiz hai, kam ki chiz hai

kitabo me chhapate hai chaahat ke kise
haqikat ki duniya me chahat nahi
kitabo me chhapate hai chaahat ke kise
haqikat ki duniya me chahat nahi
zamaane ke bazar me ye vo shah hai
ke jisaki kisiko zarurat nahi hai
ye bekar bedaam ki chiz hai
ye kudarat ke inaam ki chiz hai
ye bas naam hi naam ki chiz hai, kam ki chiz hai
muhabbat bade kam ki chiz hai, kam ki chiz hai

mohabbat se itana khafa hone vale
chal aa aaj tujhko mohabbat sikha de
tera dil jo barso se vira pada hai
kisi nazanina ko isme basa de
mera mashavaraa kam ki chiz hai, kam ki chiz hai
mohabbat bade kam ki chiz hai, kam ki chiz hai
ye bekar benam ki chiz hai, kam ki chiz hai
mohabbat bade kam ki chiz hai, kam ki chiz hai
mohabbat bade kam ki chiz hai, kam ki chiz hai
lyrics of song Har Taraf Husn Aur Javani Hai, Aajki Raat Kya Suhani Hai (Mohabbat Bade Kam Ki Chiz Hai)
Comments on song "Har Taraf Husn Aur Javani Hai, Aajki Raat Kya Suhani Hai (Mohabbat Bade Kam Ki Chiz Hai)"
PONNADA SRINIVASPRASAD on Wednesday, August 13, 2014
this song is testimony that Kishore always dominated all his co-singers, be
it Lata, Rafi, Yesudas or even SPB, Mannadey or Mahendra kapoor or Asha.
Kishore voice is deep, extremely melodious and mellifluous enough, i am
confident every music lover understands Kishore is unique, delivery style
different and voice is unmatched and umparalleled
nanusingh1 on Thursday, October 11, 2012
KIshore , Kishore and Kishore ... Singer of the millenium . Amazing and Great Kishore da. Dada Aap Jaha khade(stand) hote the line wahi se shuru hoti thi.. Rip Great Kishore ..
nanusingh1 on Monday, April 11, 2011
@siddhartavishal very true u r absolutely right. Kishore da is absolutely uncomparable, ,mindblowing flawless singing.
Er. Sunil Pedgaonkar Consulting Engineer on Thursday, December 04, 2014
It's fact that love & friendship is basis for all great achievements.Those
who don't know how to love others;miss the very essence & life ! -- Er.
Sunil Pedgaonkar;Consulting Engineer(India) -- CEAI ( FIDIC Associate )
Registered;India
E-Mail:- Er dot Sunil dot Pedgaonkar @ GMail Com
ABDOUEDDAOUDI on Sunday, May 09, 2010
Very nice. THANK YOU VERY MUCH.
Incidentally, I'm looking for videos of songs from the film "KOI JEETA KOI HARA" (1976), starring SHASHI KAPOOR and SAIRA BANU.
THANK YOU very much for sending them, if you happen to have.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Trishul (1978)
Amitabh Bachchan, Hema Malini, Rakhee, Sanjeev Kumar, Poonam Dhillon, Shashi Kapoor, Prem Chopra, Waheeda Rehman, Sachin Pilgaonkar, Shetty, Manmohan Krishan, Yunus Parvez, Iftekhar, Gita Siddharth, Manek IraniKishore Kumar, Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh, Pamela Chopra, Vijay YesudasSahir LudhianviKhayyamYash ChopraGulshan RaiTrishul at IMDB      Trishul at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type